SEARCH RESULTS
Showing search results for "mah-e-KHurshiid-jamaal"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mah-e-KHurshiid-jamaal"
Ghazal
husn-e-mah garche ba-ha.ngaam-e-kamaal achchhaa hai
us se meraa mah-e-KHurshiid-jamaal achchhaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
zarro.n ko hariif-e-mah-o-KHurshiid banaa do
insaan kii raaho.n me.n sitaaro.n ko bichhaa do
Bashir Farooq
Sher
sameT le.n mah o KHurshiid raushnii apnii
salaahiyat hai zamii.n me.n bhii jagmagaane kii
Mazhar Imam
Ghazal
daaG-e-dil se mah-o-KHurshiid ko nisbat kyaa hai
saamne aa.e.n to khul jaa.e haqiiqat kyaa hai
Raft Bahraichi
Ghazal
mah-o-KHurshiid-o-aKHtar likh rahaa huu.n
tire chehre kaa manzar likh rahaa huu.n
Rafiuddin Raz
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "mah-e-KHurshiid-jamaal"
Ghazal
bilittifaaq hai manzil-gah-e-mah-o-KHurshiid
tiraa vo naqsh-e-kaf-e-paa jo rahguzaar me.n hai
Faiz Jhanjhanvi
Ghazal
ghar ke charaaG aur bhii be-nuur ho ga.e
is darja KHaatir-e-mah-o-KHurshiid kii ga.ii
Iqbal Azeem
Ghazal
vo marii jur.at-e-parvaaz ko kyaa samjhegaa
jo fazaa.o.n ko muhiit-e-mah-o-KHurshiid kare
Murtaza Barlas
Ghazal
rashk-e-mah-o-KHurshiid vo miTTii kaa diyaa thaa
jo ruKH pe havaa.o.n ke bhii jaltaa nazar aayaa
Haneef akhgar
Ghazal
KHud apnaa qafas ban ga.ii kotaahi-e-parvaaz
kuchh duur nahii.n varna jahaan-e-mah-o-KHurshiid
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
paasbaan-e-mah-o-KHurshiid hii ban kar tum ne
vaqt ke gosha-e-taariik ujaale kitne
Ateeq Ahmad Ateeq
Ghazal
yaa fazaa.o.n ko muhiit-e-mah-o-KHurshiid na kar
yaa mirii fikr ko tuu jur.at-e-parvaaz na de
Murtaza Barlas
Nazm
pathraw ki chaumukh barkha mein
ik aas liye ummiid liye
daaman me.n mah-o-KHurshiid liye
Shaz Tamkanat
Ghazal
ye anjum-o-mah-o-KHurshiid ho chuke buu.Dhe
na.ii tajallii-e-baalaa-e-baam paidaa kar