SEARCH RESULTS
Showing search results for "mask"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mask"
Ghazal
is na.e daur kii tahziib se allaah bachaa.e
masKH hotii nazar aatii hai bashar kii suurat
Aatish Bahawalpuri
Ghazal
KHuubiyo.n ko masKH kar ke aib jaisaa kar diyaa
ham ne yuu.n aibo.n kii aabaadii ko duunaa kar diyaa
Sabir
PAGE MATCHES FOR "mask"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "mask"
Ghazal
lafz kii buhtaat itnii naqd o fan me.n aa ga.ii
masKH ho kar suurat-e-ma.anii suKHan me.n aa ga.ii
Kavish Badri
Ghazal
chehra sadaaqato.n kaa hu.aa masKH ai 'nabiil'
us ne bahaayaa jhuuT kaa dhaaraa bahut Galat
Nabeel Ahmad Nabeel
Sher
kis kis phuul kii shaadaabii ko masKH karoge bolo!!!
ye to us kii den hai jis ko chaahe vo mahkaa.e
Fariha Naqvi
Ghazal
vaa.e majbuurii ki apnaa masKH chehra dekhiye
saamne rakkhaa gayaa hai aa.inaa TuuTaa hu.aa
Aftab Iqbal Shamim
Ghazal
Zafar Hameedi
Translated Poetry
hamaarii haDDii aur gosht ko nochaa
hamaare chehro.n ko masKH kar Daalaa hai
Namdeo Dhasal
Nazm
aurat
kare dafn KHvaahish ko apne hii haatho.n
masKH kyo.n karegii ye tasviir apnii
Robeena Meer
Ghazal
apne aa.iine me.n KHud apnii hii suurat hu.ii masKH
magar is TuuTe hu.e dil kaa mudaavaa bhii nahii.n
Sajjad Baqar Rizvi
Sher
darbaano.n tak ke chehre ra.uunat se masKH hai.n
dast-e-talab liye hu.e phir bhii kha.De hai.n log




