SEARCH RESULTS
Showing search results for "qasd"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "qasd"
Ghazal
jaan kar sotaa tujhe vo qasd-e-paa-bosii miraa
aur tiraa Thukraa ke sar vo muskuraanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
dil ne kiyaa hai qasd-e-safar ghar sameT lo
jaanaa hai is dayaar se manzar sameT lo
Jaun Eliya
Ghazal
gar qasd suu-e-dil hai tiraa ai nigaah-e-yaar
do-chaar tiir paik se aage ajal ke chal
Bahadur Shah Zafar
Mazahiya Shayari
ab qaafile ke log bhii manzil-shanaas hai.n
aaKHir kahaa.n kaa qasd hai khul kar bataa.iye
Iqbal Azeem
PAGE MATCHES FOR "qasd"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "qasd"
Ghazal
itnaa zinda rahe ham jis se khulii.n ma.anii-e-maut
sub.h-e-iijaad me.n qasd-e-adam aabaad kiyaa
Saqib Lakhnavi
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
vo sarv-qad hai magar be-gul-e-muraad nahii.n
ki us shajar pe shaguufe samar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
KHud dil me.n chale aa.oge jab qasd karoge
ye raah bataane se bataa.ii nahii.n jaatii
Jalal Lakhnavi
Ghazal
havas-e-sair-e-gulistaa.n ne qafas dikhlaayaa
ab asiiro na kabhii qasd-e-gulistaa.n karnaa
Bedam Shah Warsi
Marsiya
haa.n majlisiyaa.n roza-e-jannat kii bashaarat
ho mahv-e-tahaarat hai agar qasd-e-ziyaarat