SEARCH RESULTS
Showing search results for "rizq-e-KHaashaak"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "rizq-e-KHaashaak"
Nazm
jo log raaton ko jagte the
vo rizq-e-KHaashaak ban chuke the
tamaam manzar tamaam chehre jo dhiire dhiire sulag rahe the
Asad Badayuni
Ghazal
Kanval M. A
Ghazal
ye jalaa de na kahii.n mere hii ghar aa.ngan ko
mujh ko apne KHas-o-KHaashaak se Dar lagtaa hai
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
MORE MATCHES FOR "rizq-e-KHaashaak"
Ghazal
KHas-o-KHaashaak se nisbat thii to honaa thaa yahii
Dhuu.nDne nikle the shole ko sharar bhii na milaa
Aale Ahmad Suroor
Nazm
dariche ke qarib
har shab-e-aish guzar jaane par
ba-har-e-jam-e-KHas-o-KHaashaak nikal jaataa huu.n
Noon Meem Rashid
Ghazal
dekhaa to KHalvat-e-KHas-o-KHaashaak KHvaab me.n
raushan ko.ii charaaG-e-sharaar intizaar thaa
Zafar Iqbal
Ghazal
gard-haa-e-KHas-o-KHaashaak kahaa.n se laa.e.n
is qadar gardish-e-aflaak kahaa.n se laa.e.n
Liaqat Jafri
Nazm
nur-jahan ka mazar
pazhmurda vo gul dab ke hu.e KHaak ke niiche
KHvaabiida hai.n KHaar-o-KHas-o-KHaashaak ke niiche
Tilok Chand Mahroom
Rubai
har aag ko nazr-e-KHas-o-KHaashaak karuu.n
har sail ko barbaad sar-e-KHaak karuu.n
Shamsur Rahman Faruqi
Ghazal
kuchh arz kare.nge tab-o-taab-e-KHas-o-KHaashaak
aa jaa ki zaraa barq-e-butaa.n aish kare.nge
Irfan Siddiqi
Ghazal
aa.nkho.n me.n hai.n mahfuuz tire ishq ke lamhaat
dariyaa ko KHayaal-e-KHas-o-KHaashaak bahut hai
Jamal Ehsani
Ghazal
har chashma aa.ina hai ruKH-e-aaftaab kaa
haa.n sat.h-e-aab be-KHas-o-KHaashaak chaahiye
Ismail Merathi
Ghazal
imkaan kii godii ke pale zehn-e-rasaa ne
ik sabza miyaan-e-KHas-o-KHaashaak nikaalaa
Afeef Siraj
Ghazal
ehtimaam-e-KHas-o-KHaashaak se behtar to nahii.n
KHil.at-e-arsh mirii KHaak se behtar to nahii.n