SEARCH RESULTS
Showing search results for "sad-afsos"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "sad-afsos"
Ghazal
hai.n kahaa.n terii vo chaalaakiyaa.n ai dast-e-junuu.n
jeb 'afsos' kaa sad-haif guluu-giir rahe
Miir Sher Ali Afsos
Sher
tuu ham se hai bad-gumaa.n sad afsos
tere hii to jaa.n-nisaar hai.n ham
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Nazm
aam ruKHsat ho gaya
aah sad-afsos hai phir aam ruKHsat ho gayaa
jis ko khaataa thaa mai.n sub.h-o-shaam ruKHsat ho gayaa
Shaheen Iqbal Asar
Kulliyat
hamaare aage chaman se ga.ii bahaar dareG
dareG-o-dard-o-sad-afsos sad-hazaar dareG
Meer Taqi Meer
BOOKS MATCHES FOR "sad-afsos"
MORE MATCHES FOR "sad-afsos"
Nazm
bhaarat ke musalman
afsos-sad-afsos tirii ta.ngii-e-daamaa.n
bhaarat ke musalmaa.n
Jagan Nath Azad
Ghazal
vaqt kyaa aa gayaa hai sad-afsos
bhaa.ii dushman hu.aa hai bhaa.ii kaa
Munshi Debi Parshad Sahar Badayuni
Ghazal
tuu ham se hai bad-gumaa.n sad afsos
tere hii to jaa.n-nisaar hai.n ham
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
ai naala sad afsos javaa.n marne pe tere
paayaa na tanik dekhne tii.n ruu-e-asar bhii
Mohammad Rafi Sauda
Nazm
abul-ala-marri
afsos-sad-afsos ki shaahii.n na banaa tuu
dekhe na tirii aa.nkh ne fitrat ke ishaaraat!
Allama Iqbal
Ghazal
haa.e afsos sad-afsos mire ho.nTo.n par
ek bhii naam nahii.n Thahraa tire naam ke baad
Ali Ul-Hasnain
Ghazal
jis bazm-e-dostaa.n me.n sunaate the ham Gazal
afsos sad afsos vo mahfil bikhar ga.ii
Kamal Jafari
Ghazal
sad-afsos dam apnaa niklaa hai kis dam
ki jab ghar se ghar tak vo gulfaam aayaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
jang ke baad agar sulh na ho sad-afsos
chaahiye qalb-e-mukaddar ho safaa tiisre din