SEARCH RESULTS
Showing search results for "sad-afsos"
Ghazal MATCHES FOR "sad-afsos"
Ghazal
hai.n kahaa.n terii vo chaalaakiyaa.n ai dast-e-junuu.n
jeb 'afsos' kaa sad-haif guluu-giir rahe
Miir Sher Ali Afsos
Ghazal
vaqt kyaa aa gayaa hai sad-afsos
bhaa.ii dushman hu.aa hai bhaa.ii kaa
Munshi Debi Parshad Sahar Badayuni
Ghazal
tuu ham se hai bad-gumaa.n sad afsos
tere hii to jaa.n-nisaar hai.n ham
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
ai naala sad afsos javaa.n marne pe tere
paayaa na tanik dekhne tii.n ruu-e-asar bhii
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
haa.e afsos sad-afsos mire ho.nTo.n par
ek bhii naam nahii.n Thahraa tire naam ke baad
Ali Ul-Hasnain
Ghazal
jis bazm-e-dostaa.n me.n sunaate the ham Gazal
afsos sad afsos vo mahfil bikhar ga.ii
Kamal Jafari
Ghazal
sad-afsos dam apnaa niklaa hai kis dam
ki jab ghar se ghar tak vo gulfaam aayaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
jang ke baad agar sulh na ho sad-afsos
chaahiye qalb-e-mukaddar ho safaa tiisre din
Abul Baqa Sabr Saharanpuri
Ghazal
ham jale.n aatish-e-furqat se magar sad afsos
baar paa.e tirii KHalvat me.n ba-dastuur charaaG
Raja Girdhari Parsad Baqi
Ghazal
fasl-e-gul ab kii junuu.n-KHez nahii.n sad-afsos
duur haath apnaa garebaan se ham dekhte hai.n
Wajid Ali Shah Akhtar
Ghazal
jiite-jii sad-afsos na aaya ye kisii kaam
mar kar bhii to insaan kisii kaam na aaya
Sarshar Hoshyarpuri
Ghazal
ham ki afsos-sad-afsos man-o-tuu ke asiir
vo ki mansuube KHatarnaak liye phirte hai.n
Ameen Inamdar
Ghazal
ko.ii maa.il-ba-samaa.at na hu.aa sad afsos!
naGma-e-dard rahaa siina-e-jazbaat me.n gum
Arshad Mahmood Nashad
Ghazal
zahe qismat ki qaasid yaar kaa le kar payaam aaya
magar afsos-sad-afsos vaqt-e-iKHtitaam aaya
Yasir Rampuri
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
naza.a me.n aa.e hai.n sad afsos jiite-jii na aa.e
vo hai.n aane ko to ab tayyaar hai.n jaane ko ham