SEARCH RESULTS
Showing search results for ",RRa"
Ghazal MATCHES FOR ",rra"
Ghazal
sunaa hai raat use chaa.nd taktaa rahtaa hai
sitaare baam-e-falak se utar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
pahle se maraasim na sahii phir bhii kabhii to
rasm-o-rah-e-duniyaa hii nibhaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
yaa rab ye jahaan-e-guzaraa.n KHuub hai lekin
kyuu.n KHvaar hai.n mardaan-e-safaa-kesh o hunar-mand
Allama Iqbal
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
KHud ko duniyaa me.n na uljhaa.o KHudaa-raa mohsin
us ke paiGaam kaa samjho to ishaaraa mohsin
Asra Rizvi
Ghazal
Anwar Mirzapuri
Ghazal
qaa.em rahe.n KHudaa-raa mirii sab ye hasrate.n
duu.ngaa jagah inhe.n bhii dil-e-daaG-daar me.n
Gham Bijnori
Ghazal
baad-e-sabaa ye zulm KHudaa-raa na kiijiyo
is bevafaa se zikr hamaaraa na kiijiyo
Hafeez Merathi
Ghazal
KHudaa-raa aa ke mirii lo KHabar kahaa.n ho tum
mire habiib mire chaara-gar kahaa.n ho tum
Yaseen Zameer
Ghazal
yuu.n habaabo.n kaa na dil to.D KHudaa-raa ai mauj
inhii.n qatro.n ke to milne se hai dariyaa teraa
Shad Azimabadi
Ghazal
mai.n yahaa.n muntazir-e-va.ada rahaa lekin vo
rah ga.e aur kahii.n de ke sahaaraa mujh ko
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
hech aafat na-rasad gosha-e-tanhaa.ii raa
dasht-e-Gurbat me.n mai.n ye so.nch ke ruu-posh rahaa
Yagana Changezi
Ghazal
Nayyar Aasmi
Ghazal
aab-ruu-e-sadaf o ziinat-e-gosh-e-mahbuub
durr-e-naayaab jo sunte ho vo gauhar mai.n huu.n
Aagha Akbarabadi
Ghazal
Gam-e-hayaat kahaanii hai qissa-KHvaa.n huu.n mai.n
dil-e-sitam-zada hai raaz-daa.n huu.n mai.n
Akhtar Ansari
Ghazal
baaz aa.o buto apnii jafaa.o.n se KHudaa-raa
to.Do na miraa shiisha-e-dil ta.ng-dilii se
Faheem Gorakhpuri
Ghazal
raahbar raa-navardii se pareshaa.n hai 'kamaal'
jis taraf jaa.e miraa naqsh-e-qadam hotaa hai