SEARCH RESULTS
Showing search results for "{{"
Ghazal MATCHES FOR "{{"
Ghazal
apne qaatil ko niguu.n-saar kiyaa thaa mai.n ne
kaar-naama ye sar-e-daar kiyaa thaa mai.n ne
Yawar Azeem
Ghazal
ik saaya kamre me.n aayaa aadhii raat ga.e
mai.n KHud ko pahchaan na paayaa aadhii raat ga.e
Mahender Kumar Sani
Ghazal
kahii.n pe rukte hu.e aur kahii.n guzarte hu.e
KHajil to KHuub hu.e naazirii.n guzarte hu.e
Naeem Gilani
Ghazal
nikaaliye na.e zulm-o-sitam kii gunjaa.ish
abhii hai aur mire dil me.n Gam kii gunjaa.ish
Nazeer Ali Adeel
Ghazal
zindagii aa.iina hai aa.iina-aaraa.ii hai
ajnabii bhii hai vahii jis se shanaasaa.ii hai
Atta Shad
Ghazal
Ajmal Siraj
Ghazal
kyo.n shab-o-roz isii aag me.n dil jaltaa hai
har jagah teraa nazar aanaa mujhe khaltaa hai
Imran Awan
Ghazal
vo jo har raah ke har mo.D pe mil jaataa hai
ab ke puuchhe.nge ki us shaKHs kaa qissa kyaa hai
Abid Almi
Ghazal
Ada Jafarey
Ghazal
siine pe kitne daaG liye phir rahaa huu.n mai.n
zaKHmo.n kaa ek baaG liye phir rahaa huu.n mai.n
Nayyar Sultanpuri
Ghazal
Ahmar Nadeem
Ghazal
khaTakte hai.n nigaah-e-baaGbaa.n me.n
jo hai.n do-chaar tinke aashiyaa.n me.n
Riyaz Khairabadi
Ghazal
Muneer Bhopali
Ghazal
khile jo phuul to mu.nh chhup gayaa sitaaro.n kaa
misaal-e-abr chalaa kaarvaa.n bahaaro.n kaa
Shahzad Ahmad
Ghazal
Vikas Sharma Raaz
Ghazal
Hasrat Jaipuri
Ghazal
aa.nkho.n se tirii zulf kaa saaya nahii.n jaataa
aaraam jo dekhaa hai bhulaayaa nahii.n jaataa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
aap nuur-afshaa.n hai.n raat ke a.ndhere me.n
yaa sitaare raqsaa.n hai.n raat ke a.ndhere me.n
Mahfuzur Rahman Adil
Ghazal
na ko.ii dhuul na manzil na raasta dil kaa
nazar se paar kahii.n duur silsila dil kaa