SEARCH RESULTS
Showing search results for "آگ"
Ghazal MATCHES FOR "آگ"
Ghazal
ug rahaa hai dar-o-diivaar pe sabza 'Gaalib'
ham bayaabaa.n me.n hai.n aur ghar me.n bahaar aa.ii hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Ahmad Azeem
Ghazal
vo maarka ki aaj bhii sar ho nahii.n sakaa
mai.n thak ke muskuraa diyaa jab ro nahii.n sakaa
Ameer Imam
Ghazal
Saghar Siddiqui
Ghazal
kyuu.n har ik raah me.n vahshat sii barastii hai yahaa.n
ek ik mo.D pe ye KHauf-o-KHatar kaisaa hai
Suleman Khumar
Ghazal
bahut se haath ug aa.e the merii aa.nkho.n me.n
har ek haath me.n ik nok-daar KHanjar thaa
Mohammad Alvi
Ghazal
zulm kii raah me.n diivaar hu.aa karte the
ham kabhii azm ke kohsaar hu.aa karte the
Faizan Arif
Ghazal
jis darja hijr-rut me.n aa.nkhe.n baras rahii hai.n
Gazle.n bhii ug rahii hai.n barsaat ke mutaabiq
Iftikhar Raghib
Ghazal
ko.ii va.adaa na de.nge daan me.n kyaa
jhuuT tak ab nahii.n zabaan me.n kyaa
Tufail Chaturvedi
Ghazal
falak ne bhii na Thikaanaa kahii.n diyaa ham ko
makaa.n kii niiv zamii.n se haTaa ke rakkhii thii
Zafar Gorakhpuri
Ghazal
Shayar Jamali
Ghazal
tuu milaa to 'ishq ke armaa.n mukammal ho ga.e
dil ke darvaaze hamesha ko muqaffal ho ga.e
Mehshar Afridi
Ghazal
ab ke aaGaaz-e-safar soch samajh ke karnaa
dasht milne kaa nahii.n ghar bhii nahii.n aane kaa