SEARCH RESULTS
Showing search results for "بساط_خاک"
Ghazal MATCHES FOR "بساط_خاک"
Ghazal
KHunuk havaa.o.n kaa maskan bisaat-e-KHaak mirii
lahuu kii aa.nch kaa gahvaara maahtaab miraa
Ishrat Zafar
Ghazal
tah-e-zamiin kisii azhdahe ne jumbish kii
bisaat-e-KHaak pe manzar miraa badalne lagaa
Sarvat Husain
Ghazal
tamaam pe.D zamii.n-bos hu.e jaate hai.n
bisaat-e-KHaak pe phuulo.n kaa haar kis kaa thaa
Mustafa Momin
Ghazal
jo dastaras me.n na thaa merii vo milaa mujh ko
bisaat-e-KHaak se baahar jahaan-e-KHvaab diyaa
Zeb Ghauri
Ghazal
Raghib Muradabadi
Ghazal
ai hariif-e-har-qadam shah-maat se bachne kii soch
is bisaat-e-KHaak se kyaa ham se shaatir bhaagte
Raoof Khair
Ghazal
Shamim Karhani
Ghazal
jab achaanak mire pahluu se miraa yaar uThaa
dard siine me.n uThaa aur ka.ii baar uThaa
Farasat Rizwi
Ghazal
hanuuz ishq me.n sho.ala saa jal bujhaa kyaa hai
na-jaane aaj bhii vahshat me.n sar-phiraa kyaa hai
Talat Zahra
Ghazal
dil kii mire bisaat kyaa ek diyaa bujhaa hu.aa
tum ne ise bajaa kahaa ek diyaa bujhaa hu.aa
Haneef akhgar
Ghazal
badan ke luqma-e-tar ko haraam kar liyaa hai
ki KHvaan-e-ruuh pe jab se ta.aam kar liyaa hai
Amir Hamza Saqib
Ghazal
badan ke luqma-e-tar ko haraam kar liyaa hai
ki KHvaan-e-ruuh pe jab se ta'aam kar liyaa hai
Amir Hamza Saqib
Ghazal
Zubair Shifai
Ghazal
dushvaar yuu.n bhii naql-e-makaanii pa.Dii mujhe
raste hii se bisaat uThaanii pa.Dii mujhe
Saleem Fauz
Ghazal
ik baar phir vatan me.n gayaa jaa ke aa gayaa
laKHt-e-jigar ko KHaak me.n dafnaa ke aa gayaa
Hafeez Jalandhari
Ghazal
KHat likh ke ko.ii saada na us ko maluul ho
ham to huu.n bad-gumaan jo qaasid-e-rasuul ho