SEARCH RESULTS
Showing search results for "جشن"
Ghazal MATCHES FOR "جشن"
Ghazal
kitnaa aasaa.n thaa tire hijr me.n marnaa jaanaa.n
phir bhii ik umr lagii jaan se jaate jaate
Ahmad Faraz
Ghazal
barbaadiyo.n kaa sog manaanaa fuzuul thaa
barbaadiyo.n kaa jashn manaataa chalaa gayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
baanii-e-jashn-e-bahaaraa.n ne ye sochaa bhii nahii.n
kis ne kaa.nTo.n ko lahuu apnaa pilaayaa hogaa
Kaifi Azmi
Ghazal
raqs-e-sabaa ke jashn me.n ham tum bhii naachte
ai kaash tum bhii aa ga.e hote sabaa ke saath
Kaifi Azmi
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
jin me.n mil jaate the ham tum kabhii aate jaate
jab bhii un galiyo.n se guzroge to yaad aa.uu.ngaa
Rajendra Nath Rahbar
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
aazmaa.ish kii gha.Dii se guzar aa.e to 'ziyaa'
jashn-e-Gam jaarii hu.aa aa.nkho.n me.n aa.nsuu aa.e
Zia Jalandhari
Ghazal
shuGl-e-mai-parastii go jashn-e-naa-muraadii thaa
yuu.n bhii kaT ga.e kuchh din tere sogvaaro.n ke
Sahir Ludhianvi
Ghazal
manaa rahe hai.n bahut din se jashn-e-tishna-labii
hame.n pataa thaa ye baadal idhar na aa.egaa