SEARCH RESULTS
Showing search results for "خانقاہی"
Ghazal MATCHES FOR "خانقاہی"
Ghazal
ye mu.aamle hai.n naazuk jo tirii razaa ho tuu kar
ki mujhe to KHush na aayaa ye tariiq-e-KHaanqaahii
Allama Iqbal
Ghazal
taamiir ham ne kii thii hamii.n ne giraa diye
shab ko mahal banaa.e savere giraa diye
Nashtar Khaanqahi
Ghazal
chhaa gayaa sar pe mire gard kaa dhu.ndlaa baadal
ab ke saavan bhii gayaa mujh pe na barsaa baadal
Nashtar Khaanqahi
Ghazal
na mil sakaa kahii.n Dhuu.nDe se bhii nishaan miraa
tamaam raat bhaTaktaa rahaa kisaan miraa
Nashtar Khaanqahi
Ghazal
dha.Dkaa thaa dil ki pyaar kaa mausam guzar gayaa
ham Duubne chale the ki dariyaa utar gayaa
Nashtar Khaanqahi
Ghazal
jaante hai.n vo husuul-e-maaya kii har ik sabiil
hifz hai.n sajjaadgaa.n ko KHaanqaahii ke nisaab
Haneef Sajid
Ghazal
ba-juz tumhaare nahii.n ko.ii KHaanqaahii ab
mai.n kis kaa naam likhuu.n apne nukta-chiino.n me.n
Nashtar Khaanqahi
Ghazal
peshaanii-e-hayaat pe kuchh aise bal pa.De
ha.nsne ko dil ne chaahaa to aa.nsuu nikal pa.De
Nashtar Khaanqahi
Ghazal
apnaa biimaar hai dil ishq kaa biimaar nahii.n
KHud tashaffii ke sivaa hijr kaa aazaar nahii.n
Nashtar Khaanqahi
Ghazal
KHush-fahmiyo.n ko dard kaa rishta aziiz thaa
kaaGaz kii naav thii jise dariyaa aziiz thaa
Nashtar Khaanqahi
Ghazal
Nashtar Khaanqahi
Ghazal
sahraa kaa pataa de na samundar kaa pataa de
achchhaa ho ki ab mujh ko mire ghar kaa pataa de
Nashtar Khaanqahi
Ghazal
tark kyuu.n karte nahii.n ho kaarobaar-e-aarzuu
'KHaanqaahii' ab to baalo.n me.n safedii aa ga.ii
Nashtar Khaanqahi
Ghazal
Nashtar Khaanqahi
Ghazal
Manzoor Husain shor
Ghazal
har baar nayaa le ke jo fitna nahii.n aayaa
is umr me.n aisaa ko.ii lamha nahii.n aayaa
Nashtar Khaanqahi
Ghazal
Nashtar Khaanqahi
Ghazal
mere badan kii aag hii jhulsaa ga.ii mujhe
dekhaa jo aa.ina to ha.nsii aa ga.ii mujhe
Nashtar Khaanqahi
Ghazal
surma.ii dhuup me.n din saa nahii.n hone paataa
dhund vo hai ki ujaalaa nahii.n hone paataa