SEARCH RESULTS
Showing search results for "ذلیل"
Ghazal MATCHES FOR "ذلیل"
Ghazal
hai.n aaj kyuu.n zaliil ki kal tak na thii pasand
gustaaKHi-e-farishta hamaarii janaab me.n
Mirza Ghalib
Ghazal
ahl-e-havas to KHair havas me.n hu.e zaliil
vo bhii hu.e KHaraab, mohabbat jinho.n ne kii
Ahmad Mushtaq
Ghazal
rusvaa hu.e zaliil hu.e dar-ba-dar hu.e
haq baat lab pe aa.ii to ham be-hunar hu.e
Khaleel Tanveer
Ghazal
ham aa ke terii bazm me.n be-shak hu.e zaliil
jitne gunaahgaar the utne nahii.n hu.e
Vipul Kumar
Ghazal
'bahzaad' kii na qadar ko.ii tum ko ho sakii
tum ne zaliil-o-KHvaar kiyaa haa.e kyaa kiyaa
Behzad Lakhnavi
Ghazal
duniyaa mire pa.Dos me.n aabaad hai magar
merii du.aa-salaam nahii.n us zaliil se
Ahmad Javaid
Ghazal
Ismail Merathi
Ghazal
Ahmad Husain Mail
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
sach hai ki vo buraa thaa har ik se la.Daa kiyaa
lekin use zaliil kiyaa ye buraa kiyaa
Mohammad Alvi
Ghazal
kar zaraa aur bhii ai josh-e-junuu.n KHvaar o zaliil
mujh se aisaa ho ki naaseh ko bhii aar aa jaa.e
Momin Khan Momin
Ghazal
us naqsh-e-paa ke sajde ne kyaa kyaa kiyaa zaliil
mai.n kuucha-e-raqiib me.n bhii sar ke bal gayaa
Momin Khan Momin
Ghazal
har tarah tuu zaliil hii rakhtaa hai 'miir' ko
hotaa hai 'aashiqii me.n ko.ii KHvaar ek tarah
Meer Taqi Meer
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
insaa.n na ho.n zaliil zamaane ke haath se
zillat kisii ko ko.ii na deve sivaa-e-hirs
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
naakaamiyo.n ne aur bhii sarkash banaa diyaa
itne hu.e zaliil ki KHuddaar ho ga.e