SEARCH RESULTS
Showing search results for "شرف"
Ghazal MATCHES FOR "شرف"
Ghazal
sunaa hai us ko bhii hai sher o shaa.irii se shaGaf
so ham bhii mo.ajize apne hunar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
bahut hai lamha-e-maujuud kaa sharaf bhii mujhe
so apne fan se baqaa-e-abad nahii.n maa.ngii
Ahmad Faraz
Ghazal
har ik makaan ko hai makii.n se sharaf 'asad'
majnuu.n jo mar gayaa hai to jangal udaas hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
isii ne mujh se kahaa Gairat-e-suKHan ko na bech
ki KHuun-e-dil ke sharaf ko na ashrafii se badal
Ahmad Faraz
Ghazal
tere kirdaar ko itnaa to sharaf haasil hai
tuu nahii.n thaa to kahaanii me.n haqiiqat kam thii
Iqbal Ashhar
Ghazal
nisbat kii ye nisbat hai sharaf kaa ye sharaf hai
tere hai.n agar ham tire Thukraa.e hu.e hai.n
Arsh Malsiyani
Ghazal
ai 'sharaf' kaun mire dil ke muqaabil hogaa
ik yahii saarii KHudaa.ii me.n hai mardaana-e-ishq
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
ishq se dil ko milaa aa.ina-KHaane kaa sharaf
jagmagaa uTThaa ka.nval apne siyah-KHaane kaa
Yagana Changezi
Ghazal
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
zanjiir utar ga.ii tiraa diivaana mar gayaa
sannaaTaa qaid-KHaane me.n hai shor-o-shar nahii.n
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
Shahid Kamal
Ghazal
ek diivaane ko itnaa hii sharaf kyaa kam hai
zulf o zanjiir se yak-guuna shaGaf kyaa kam hai
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
vaqt hii se hai sharaf dast-e-du.aa ko haasil
bandagii saa.njh-savere ke sivaa kuchh bhii nahii.n
Sher Afzal Jafri
Ghazal
kyaa chiiz hai ibaarat-e-ra.ngii.n me.n sharh-e-shauq
KHat kii tarah tabii.at-e-basta agar khule