SEARCH RESULTS
Showing search results for "صحیفوں"
Ghazal MATCHES FOR "صحیفوں"
Ghazal
mai.n man-o-tuu ke sahiifo.n kii tilaavat karuu.ngaa
be-vazuu huu.n mirii sarkaar ko.ii mastii ho
Nadeem Bhabha
Ghazal
Akhtar Hoshiyarpuri
Ghazal
laakh vo shauq-sahiifo.n ko jalaa le.n 'aalii'
raakh me.n ek na ik baab salaamat rah jaa.e
Jaleel 'Aali'
Ghazal
jo sahiifo.n me.n likhii hai vo qayaamat ho jaa.e
gar mohabbat dil-e-insaa.n se bhii ruKHsat ho jaa.e
Rehana Roohi
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
sazaa jo agle sahiifo.n me.n thii tamaam hu.ii
magar sahiifa-e-dil ke azaab baaqii hai.n
Tanveer Ahmad Alvi
Ghazal
sunahre vaqt kii tahriire.n jin me.n thii.n mahfuuz
mai.n un sahiifo.n ko ashko.n se apne dho baiThaa
Azhar Naiyyar
Ghazal
Anees Ansari
Ghazal
Sadiya Safdar Saadi
Ghazal
ham ahl-e-dard pukaare ga.e sahiifo.n me.n
ham ahl-e-ishq utaare ga.e kitaab ke saath
Zaeem Rasheed
Ghazal
jin kaa kirdaar sahiifo.n kii tarah hotaa hai
tazkira un kaa hadiiso.n kii tarah hotaa hai
Altamash Abbas
Ghazal
ho.nTo.n ke sahiifo.n pe hai aavaaz kaa chehra
saayaa saa nazar aataa hai har saaz kaa chehra
Yusuf Azmi
Ghazal
Ghulam Husain Sajid
Ghazal
ye ahd vo hai jo qaa.il nahii.n sahiifo.n kaa
ye harf harf ko masluub kar ke tolegaa
Zafar Ghauri
Ghazal
nazr-e-aatish kar rahe ho aaj par kal dekhnaa
in sahiifo.n kii likhii jaa.e.ngii tafsiire.n bahut