SEARCH RESULTS
Showing search results for "غفلت"
Ghazal MATCHES FOR "غفلت"
Ghazal
aaj Gaflat bhii un aa.nkho.n me.n hai pahle se sivaa
aaj hii KHaatir-e-biimaar shakebaa bhii nahii.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
dard se mere hai tujh ko be-qaraarii haa.e haa.e
kyaa hu.ii zaalim tirii Gaflat-shi.aarii haa.e haa.e
Mirza Ghalib
Ghazal
ghar vaalo.n ko Gaflat pe sabhii kos rahe hai.n
choro.n ko magar ko.ii malaamat nahii.n kartaa
Qateel Shifai
Ghazal
ai vaa.e-Gaflat-e-nigah-e-shauq varna yaa.n
har paara sang laKHt-e-dil-e-koh-e-tuur thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
ai nargis-e-siyaah bataa de tire nisaar
kis kis ko hai ye hosh ye Gaflat kahaa.n kahaa.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Jaleel Manikpuri
Ghazal
rafta rafta Gair apnii hii nazar me.n ho ga.e
vaah-rii Gaflat tujhe apnaa samajh baiThe the ham
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
dekhaa to thaa yuu.nhii kisii Gaflat-shi.aar ne
diivaana kar diyaa dil-e-be-iKHtiyaar ne
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ye gadhaa jo apnii Gaflat se hai bevaquuf itnaa
jo ye KHud ko jaan jaataa ba.Daa hoshiyaar hotaa
Kaif Ahmed Siddiqui
Ghazal
raat ho din ho ki Gaflat ho ki bedaarii ho
us ko dekhaa to nahii.n hai use sochaa hai bahut
Krishn Bihari Noor
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
un rozo.n itnii Gaflat achchhii nahii.n idhar se
ab iztiraab ham ko do do pahr rahe hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
khaa.e jaatii hai nadaamat mujhe is Gaflat kii
hosh me.n aa ke chalaa aayaa huu.n maiKHaane se