SEARCH RESULTS
Showing search results for "مغز"
Ghazal MATCHES FOR "مغز"
Ghazal
kyaa hu.aa vaa.iz kare hai shor juu.n tabl-e-tahii
vo sar-e-be-maGz goyaa kaa.nsa-e-tambuur hai
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
na ho.nge soz-e-mohabbat ke dil-jale ThanDe
bharii hai aatish-e-Gam maGz-e-ustuKHvaa.n kii tarah
Dagh Dehlvi
Ghazal
sa.aadat-mand qismat par hai.n shaakir
humaa ko maGz-e-baadaam ustuKHvaa.n hai
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
maGz chaaTaa kabhii andoz-o-nasiihat vaale
Gam hamaaraa kisii Gam-KHvaar se khaayaa na gayaa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
Thokare.n khaa.egaa ik din sar-kashii itnii na kar
o sar-e-be-maGz kyuu.n bhuulaa hai is dastaar par
Goya Faqir Mohammad
Ghazal
chhilko.n ke hai.n ambaar magar maGz nadaarat
duniyaa me.n musalmaa.n to hai.n islaam nahii.n hai
Abdul Aziz Khalid
Ghazal
parvaano.n kii tarah hai hujuum-e-qadah-kashaa.n
raushan charaaG-e-baada jo muG kii dukaa.n me.n hai
Haidar Ali Aatish
Ghazal
us gul ke daaG-e-ishq ne aisaa kiyaa gudaaz
ghul ghul ke maGz sham.a ke sar se nikal gayaa
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Ghazal
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
KHushk karte hai.n jo fikr-e-KHushk se apnaa dimaaG
jaante hai.n us ko maGz-e-ustuKHvaan-e-reKHta
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
jo puKHta-maGz hai.n ve soz-e-dil nahii.n kahte
kisii ne sham.a se jalne me.n kuchh sunaa bhii hai
Taban Abdul Hai
Ghazal
Dattatriya Kaifi
Ghazal
taskiin-e-zauq ke liye maGz-e-suKHan hai shart
aasuuda-e-Gazal na hu.e naGmagii se ham