SEARCH RESULTS
Showing search results for "مونس"
Ghazal MATCHES FOR "مونس"
Ghazal
aise hii agar muunis-o-Gam-KHvaar ho mere
yaaro mujhe marne kii du.aa kyuu.n nahii.n dete
Murtaza Barlas
Ghazal
shikva-sa.nj-e-rashk-e-ham-diigar na rahnaa chaahiye
meraa zaanuu monis aur aa.iina teraa aashnaa
Mirza Ghalib
Ghazal
sham.a bechaarii jo ik muunis-e-tanhaa.ii thii
bujh ga.ii vo bhii sar-e-shaam havaa aane se
Bismil Azimabadi
Ghazal
Indira Varma
Ghazal
dard agar shaamil-e-aavaaz na hone paa.e
ko.ii monis ko.ii dam-saaz na hone paa.e
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
but-e-be-dard kaa Gam monis-e-hijraa.n niklaa
dard jaanaa thaa jise ham ne vo darmaa.n niklaa
Hasrat Mohani
Ghazal
monis-e-dil ko.ii naGma ko.ii tahriir nahii.n
harf me.n ras nahii.n aavaaz me.n taasiir nahii.n
Ahmad Mushtaq
Ghazal
garche hai.n muunis-o-Gam-KHvaar tag-o-dau me.n sahii
par tirii tab.a ko kab raah pe laa sakte hai.n
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
Shauq Bahraichi
Ghazal
itnii guzrii jo tire hijr me.n so us ke sabab
sabr marhuum ajab monis-e-tanhaa.ii thaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
muunis-e-Gam hai hamaaraa so kahaa.n mumkin hai
tujh ko dekhe.n to tire hijr ko ruKHsat kar de.n
Shagufta Altaf
Ghazal
kaT hii jaatii hai.n kisii tarah hamaarii raate.n
Gam salaamat rahe vo monis-e-tanhaa.ii hai
Mohammad Wilayatullah
Ghazal
kyaa lutf hai jab monis o yaavar na ho ko.ii
ham vaadi-e-Gurbat hii samajhte hai.n vatan ko