SEARCH RESULTS
Showing search results for "ناگفتنی"
Ghazal MATCHES FOR "ناگفتنی"
Ghazal
'bilqiis' apnii baat to sab se alag rahii
naa-guftanii sunii hai kahii naa-shuniidanii
Bilqis Zafirul Hasan
Ghazal
qaid-e-bayaa.n me.n aa.e jo naa-guftanii na ho
vo raabta ki qalb kii gahraa.iyo.n se hai
Shakeb Jalali
Ghazal
vo dil kaa dard vo naa-guftanii suKHan 'KHurshiid'
KHudaa se kah liyaa KHalq-e-KHudaa se kaun kahe
Khursheed Rizvi
Ghazal
naa-guftanii hai ishq-e-butaa.n kaa mu.aamla
har haal me.n hai shukr-e-KHudaa kuchh na puuchhiye
Haidar Ali Aatish
Ghazal
is yaad kaa bha.nvar mere ehsaas me.n rahaa
iz.haar-e-mauj mauj kii naa-guftanii bhii hai
Ahmad Zafar
Ghazal
mez par nanhaa saa ik kaaGaz kaa Tuk.Daa chho.D kar
zindagii kii har KHushii vo naa-gahaanii le gayaa
Jahangeer nayab
Ghazal
Obaidullah Aleem
Ghazal
bahaar-e-zindagii kaa lutf dekhaa aur dekhoge
kisii kaa aish-e-marg-e-naa-gahaanii dekhte jaa.o
Fani Badayuni
Ghazal
jo muqaddar thaa use to roknaa bas me.n na thaa
un kaa kyaa karte jo baate.n naa-gahaanii ho ga.ii.n
Ahmad Mushtaq
Ghazal
der se 'shahzaad' kunj-e-aafiyat me.n the asiir
KHush hu.aa hai dil balaa-e-naa-gahaanii dekh kar
Shahzad Ahmad
Ghazal
ye ik ishaara hai aafaat-e-naa-gahaanii kaa
kisii maqaam se chi.Diyo.n kaa kuuch kar jaanaa