SEARCH RESULTS
Showing search results for "چنا"
Ghazal MATCHES FOR "چنا"
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
jaise baalo.n me.n ko.ii phuul chunaa kartaa hai
ghar ke gul-daan me.n phuulo.n saa sajaa le.n tum ko
Wasi Shah
Ghazal
ye jhurriyaa.n nahii.n haatho.n pe zo.af-e-piirii ne
chunaa hai jaama-e-aslii kii aastiino.n ko
Meer Anees
Ghazal
hausla kho na diyaa terii nahii.n se ham ne
kitnii shikno.n ko chunaa terii jabii.n se ham ne
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
mire ba.Do.n ne aadatan chunaa thaa ek dasht
vo bas gayaa 'rahiim' yaar-KHaan ban gayaa
Umair Najmi
Ghazal
abhii mai.n ek mahaaz-e-digar pe uljhii huu.n
chunaa hai vaqt ye kyaa mujh ko aazmaane kaa
Parveen Shakir
Ghazal
ehsaas kii Daalii par ik phuul mahaktaa hai
zulfo.n ke liye tum ne ik roz chunaa hotaa
Saghar Siddiqui
Ghazal
ik zabaa.n jis ko Gazal kahiye vo mujrim Thahrii
shaahzaadii ko chunaa jaa.egaa diivaaro.n me.n
Bashir Badr
Ghazal
ab mujhe daar-o-rasan kii samt mu.Dne diijiye
aap ne KHud to chunaa thaa mere afsaane kaa naam
Abdul Hamid Adam
Ghazal
raat luGaat-e-umr se mai.n ne chunaa thaa ek lafz
lafz bahut ajiib thaa yaad nahii.n rahaa mujhe
Anwar Shuoor
Ghazal
kah diyaa thaa ki ye rahbar jo chunaa hai tum ne
saaf tote kii tarah aa.nkh badal jaa.egaa
Shaad Aarfi
Ghazal
muskuraa kar de rahaa vardaan suuraj ab use
jis ne jugnuu ko chunaa thaa chaa.ndnii ko chho.D kar
Tanoj Dadhich
Ghazal
laachaar o bad-havaas ghane ja.ngalo.n ke biich
dariyaa ke saath saath chalaa jaa rahaa huu.n mai.n
Liaqat Jafri
Ghazal
Zehra Nigaah
Ghazal
Zeb Ghauri
Ghazal
ab sukuu.n ke liye mai.n ne dil ko chunaa
duur merii nigaaho.n se daulat karo
Dr Anjana Singh Sengar
Ghazal
daar-o-rasan ne kis ko chunaa dekhte chale.n
ye kaun sar-buland hu.aa dekhte chale.n