SEARCH RESULTS
Showing search results for "گرج"
Ghazal MATCHES FOR "گرج"
Ghazal
baadal kii ye garaj nahii.n abr-e-bahaar me.n
barraa rahaa hai ko.ii sharaabii KHumaar me.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
baadal garaj rahaa thaa idhar mohtasib udhar
phir jab talak ye uqda na suljhaa sharaab pii
Ahmad Faraz
Ghazal
dabaa thaa phuul ko.ii mez-posh ke niiche
garaj rahii thii bahut pechvaan kii KHushbuu
Bashir Badr
Ghazal
Nazeer Banarasi
Ghazal
mirii Gazal me.n rajaz kii hai ghan-garaj to kyaa
suKHan-varii bhii to kaar-e-sipaahiyaana hai
Asad Badayuni
Ghazal
tuu shaant ho ki terii muraade.n hu.ii.n saphal
baadal garaj-baraj ke jo aa.e the chhaT ga.e
Nasir Shahzad
Ghazal
vo barshgaal kahii.n haafize me.n rah ga.ii hai
ghaTaa baras ga.ii lekin garaj chamak na ga.ii
Shahid Makuli
Ghazal
kha.Daa jo jhaa.nktaa hai kab se garm kamro.n me.n
galii me.n ThiThuraa hu.aa maahtaab ho na kahii.n
Javed Shaheen
Ghazal
pasand hai hame.n shorish fasaad-e-gird-o-navaah
agar ho shahr mo.attal to nii.nd aatii hai
Dr. Yasin Aatir
Ghazal
Barqi Azmi
Ghazal
vo mujh se lipaT jaate hai.n baadal kii garaj se
allaah kare ab ye ghaTaa jhuum ke barse
Kareem Roomani
Ghazal
pasand hai hame.n shorish fasaad gird-o-navaah
agar ho shahr mo.attal to nii.nd aatii hai
Dr. Yasin Aatir
Ghazal
hotaa hai josh gar ye jo ab baat baat par
dil me.n mire ye choT ilaahii kahaa.n kii hai