SEARCH RESULTS
Showing search results for "अमीरी"
Ghazal MATCHES FOR "अमीरी"
Ghazal
KHush aa.e tujhe shahr-e-munaafiq kii amiirii
ham logo.n ko sach kahne kii aadat bhii bahut thii
Parveen Shakir
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
jin ke aa.ngan me.n amiirii kaa shajar lagtaa hai
un kaa har aib zamaane ko hunar lagtaa hai
Anjum Rehbar
Ghazal
Munawwar Rana
Ghazal
maa.ngne vaalo.n ko kyaa izzat o rusvaa.ii se
dene vaalo.n kii amiirii kaa bharam khultaa hai
Waheed Akhtar
Ghazal
amiirii aur Gariibii dekh kar ye faisle karnaa
amiir-e-shahr tere faisle achchhe nahii.n lagte
Arshad Sad Rudaulvi
Ghazal
vo amiirii me.n Gazal kahte hai.n kahte ho.nge
sachche shaa.ir to faqiirii me.n Gazal kahte hai.n
Urmilesh
Ghazal
ishq me.n dil kii amiirii kaam aatii hai magar
vo mohabbat kyaa kare.nge jin ko gauhar chaahiye
Raghvendra Dwivedi
Ghazal
nahii.n rakhte hai.n amiirii kii havas mard-e-faqiir
sher kii khaal hii hai qaaqum-o-sanjaab mujhe
Haidar Ali Aatish
Ghazal
bhuuk mai.n amiirii kii chiiKHtii dikhaa duu.ngaa
botalo.n ke ho.nTo.n par tishnagii dikhaa duu.ngaa
Jawed Ulfat
Ghazal
Rahat Hasan
Ghazal
Shoaib Samar
Ghazal
saaf kap.Do.n me.n magar dekh ke jalte hai.n amiir
bas me.n un ke ho mujhe naan kaa paaraa kyo.n ho
Rasheed Hasrat
Ghazal
Gariibii ha.Tne na paa.e giraanii aur ba.Dhe
amiirii mahv-e-du.aa hai tumhaarii bastii me.n