SEARCH RESULTS
Showing search results for "उकताए"
Ghazal MATCHES FOR "उकताए"
Ghazal
aadat hii banaa lii hai tum ne to 'muniir' apnii
jis shahr me.n bhii rahnaa uktaa.e hu.e rahnaa
Muneer Niyazi
Ghazal
log yak-rangii-e-vahshat se bhii uktaa.e hai.n
ham bayaabaa.n se yahii ek KHabar laa.e hai.n
Rahi Masoom Raza
Ghazal
zindagii kii qadr siikhii shukriya teG-e-sitam
haa.n hame.n the kal talak jiine se uktaa.e hu.e
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
tumhe.n to qabr kii miTTii bhii ab pukaartii hai
yahaa.n ke log bhii uktaa.e hai.n chale jaa.o
Sabir Zafar
Ghazal
ye dard kii tanhaa.iyaa.n ye dasht kaa viiraa.n safar
ham log to uktaa ga.e apnii sunaa aavaargii
Mohsin Naqvi
Ghazal
Meer Hasan
Ghazal
Wali Aasi
Ghazal
kyo.n na yak-ra.ngii-e-haalaat se jii uktaa.e
ab ko.ii bazm-e-tarab daur-e-hazii.n kuchh bhii nahii.n
Amardeep Singh
Ghazal
taj diyaa tum ne dar-e-yaar bhii uktaa ke 'faraaz'
ab kahaa.n Dhuu.nDhne Gam-KHvaar tumhaare jaa.e.n
Ahmad Faraz
Ghazal
mai.n ab har shaKHs se uktaa chukaa huu.n
faqat kuchh dost hai.n aur dost bhii kyaa
Jaun Eliya
Ghazal
is daur ne baKHshe hai.n duniyaa ko ajab tohfe
ghabraa.e hu.e paikar uktaa.e hu.e chehre
Owais Ahmad Dauran
Ghazal
mai.n ab har shaKHs se uktaa chukaa huu.n
faqat kuchh dost hai.n aur dost bhii kyaa
Jaun Eliya
Ghazal
yaar uktaa.e hu.e rahte hai.n aisaa kar luu.n
aaj kii shaam ko.ii jhuuTii kahaanii ho jaa.e
Rauf Raza
Ghazal
KHaamoshi-e-hayaat se uktaa gayaa huu.n mai.n
ab chaahe dil hii TuuTe sadaa chaahiye mujhe
Khumar Barabankavi
Ghazal
rah-rav-e-aaKHir-e-shab hai.n sabhii uktaa.e hu.e
kaun kab tak hai yahaa.n saath bharosa kis kaa