SEARCH RESULTS
Showing search results for "चकोर"
Ghazal MATCHES FOR "चकोर"
Ghazal
chakor husn-e-mah-e-chaar-dah ko bhuul gayaa
muraad par jo tiraa aalam-e-shabaab aayaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
junuun-e-ishq me.n rahnaa thaa imtiyaaz na kuchh
chakor tauq-e-guluu mah kaa haala kyaa kartaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
sadqe chakor hote hai.n ruKHsaar-e-yaar ke
vo maah-e-chaar-dah mah-e-taabaa.n hai in dino.n
Haidar Ali Aatish
Ghazal
vo husn ishq-sifat hai vo ishq husn-numaa
vo meraa chaa.nd bhii hai vo miraa chakor bhii hai
Shaz Tamkanat
Ghazal
ham juu.n chakor Gash hai.n ajii ek yaar par
bulbul kii tarah jii nahii.n dete hazaar par
Rangin Saadat Yaar Khan
Ghazal
ham aa.nkhe.n band kare.n phir dikhaa.o ra.ngiinii
jo chor pak.Daa hai tum shoKHi-e-hinaa na karo
Wajid Ali Shah Akhtar
Ghazal
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
Murtaza Barlas
Ghazal
dhulii dhulaa.ii hu.ii zindagii ko kyaa maaluum
ki ik chakor ko daaG-e-qamar se raGbat thii
Mazhar Imam
Ghazal
be-tarah kuchh ghulaa hii jaataa hai
sham.a kii tarah dil ko chor lagaa
Sayyad Mohammad Meer Asar
Ghazal
teraa daras paane ko dau.D kar aayaa chakor
buujh tire chehre ko Gairat-e-badruddujaa
Obaidullah Khan Mubtala
Ghazal
tabaah-e-ishq hai.n bulbul chakor parvaana
rah-e-jahaa.n me.n na sirf aadmii kii zaat luTii
Syed Mohammad Zafar, Ashk Sanbhali
Ghazal
aKHtar chakor dil ke mire mahv-e-raqs hai.n
ik maahtaab jhiil me.n utraa dikhaa.ii de
Shiraz Akhtar Mughal
Ghazal
shab Dhalii to ai 'saalim' mah nasheb me.n utraa
ik chakor ko dekhaa aur ba-chashm-e-tar dekhaa
Farhan Salim
Ghazal
'ishq mujh ko tirii parvaaz tire par se thaa
ai chakor aayaa to kyo.n un ko katar aayaa tuu
Bilal Sabir
Ghazal
Malika Afaq Zamani Begam
Ghazal
vo chaa.nd thaa ki na haath aa sakaa kisii suurat
chakor phirtaa rahaa piichhe ik zamaane tak