SEARCH RESULTS
Showing search results for "जुमले"
Ghazal MATCHES FOR "जुमले"
Ghazal
Khalid Moin
Ghazal
is ek jumle ne karne nahii.n diyaa kuchh bhii
jo log kuchh nahii.n karte kamaal karte hai.n
Balmohan panday
Ghazal
chand jumle vo adaa kartaa hai aise Dhab se
mere afkaar kii buniyaad hilaa detaa hai
Taimur Hasan
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ye tai kiyaa hai ki aisaa fasaana likkhuu.ngaa
vo bevafaa kisii jumle se bevafaa na lage
Ishrat Kiratpuri
Ghazal
Ganesh Bihari Tarz
Ghazal
aaj bhii harf-e-tasallii hai shikast-e-dil pe tanz
kitne jumle hai.n jo har mauqa.a pe dohraa.e ga.e
Talib Johari
Ghazal
Nawaz Asimi
Ghazal
ye bevaquuf bahut lagtii hai avaam use
tabhii to roz hii jumle naviin kahtaa hai
Anis Shah Anis
Ghazal
tere har nashtarii jumle bhii lage hai.n pyaare
tere dushnaam kii taasiir judaa ho jaise
Syeda Nafis Bano shama
Ghazal
tumhaare saamne aa kar ye luknat sii jo pa.Dtii hai
adhuure be-zabaa.n ho ke ye jumle maar dete hai.n
Sameena Gul
Ghazal
Zubair Ali Tabish
Ghazal
Mohsin Aftab Kelapuri
Ghazal
muKHaalifiin kaa ab shaGl ho gayaa hai yahii
uchhaalte hai.n ye jumle mire uchhaale hu.e
Sanjay Mishra Shauq
Ghazal
jo bhii min-jumla-e-ashjaar nahii.n ho saktaa
kuchh bhii ho jaa.e miraa yaar nahii.n ho saktaa
Abbas Tabish
Ghazal
vo anjuman me.n milaa bhii to us ne baat na kii
kabhii kabhii ko.ii jumla chhupaa ke chho.D diyaa
Shahzad Ahmad
Ghazal
sunaa hai phir se na.e KHvaab beche jaa.e.nge
sunaa hai phir se na.e jumle zer-e-lab ho.nge