SEARCH RESULTS
Showing search results for "तख़रीब"
Ghazal MATCHES FOR "तख़रीब"
Ghazal
ta.amiir se buland hai taKHriib kaa maqaam
ik se hazaar ho gayaa aa.iina to.D kar
Mohammad Alvi
Ghazal
Ehsan Danish
Ghazal
taKHriib ke parde me.n hii ta.amiir hai saaqii
shiisha ko.ii pighlaa hai to paimaana banaa hai
Abdullateef Shauq
Ghazal
taKHriib-e-kaa.enaat kii zinda misaal hai
saahil pe intishaar ke zaKHmo.n ko dekhnaa
Hasan Nizami
Ghazal
Ateeq Ahmad Jazib
Ghazal
zalzalo.n par aa gayaa ilzaam achchhaa hii hu.aa
varna is taKHriib ke pahle se bhii imkaan the
Nafas Ambalvi
Ghazal
taKHriib to karte rahe sau tarha kii lekin
ye kaam kiyaa jazba-e-taamiir se ham ne
Zafar Iqbal
Ghazal
his murda thii hayaat-e-musalsal me.n ziist kii
taKHriib-e-zindagii ne payaam-e-baqaa diyaa
Shafiq Jaunpuri
Ghazal
phuul ban kar bhii ye ehsaas shaguufe ko nahii.n
merii taKHriib kaa pahluu mirii ta.amiir me.n hai
Urooj Zaidi Badayuni
Ghazal
Rumana Rumi
Ghazal
Kamal Salarpuri
Ghazal
zindagii ke abhii aasaar hai.n baaqii varna
daur-e-taKHriib me.n ta.amiir kahaa.n se aa.ii
Karamat Ali Karamat
Ghazal
taKHriib-e-kaa.enaat hai insaan-dushmanii
'sartaaj' kah rahe hai.n ye har aadmii se ham
Sartaj Alam Abidi
Ghazal
tum ne jo rakkhaa yuu.n hii taKHriib-kaaraana mizaaj
kaun aane degaa tum ko apnii mahfil ke qariib