SEARCH RESULTS
Showing search results for "दान-ए-कार"
Ghazal MATCHES FOR "दान-ए-कार"
Ghazal
yuu.n to nashaat-e-kaar kii sarshaariyaa.n milii.n
anjaam-e-kaar kaa bhii rahaa Dar kabhii kabhii
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
ilaahii dil vo de jo mahram-e-asraar ho jaa.e
kahii.n aisaa na ho jiinaa miraa be-kaar ho jaa.e
Kanval M. A
Ghazal
fasiil-e-shahr-e-anaa me.n shigaaf mai.n ne kiyaa
ye kaar-naama KHud apne KHilaaf mai.n ne kiyaa
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
kitne masruuf hai.n masruur nahii.n phir bhii ye log
hai ye kyaa silsila-e-kaar-e-ziyaa.n ham-nafaso
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
'qudsii' to akelaa nahii.n maidaan-e-suKHan me.n
har kuucha-o-baazaar me.n fan-kaar bahut hai.n
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
chaaraagar terii tavajjoh mujhe dar-kaar nahii.n
kaargar jis pe davaa ho ye vo aazaar nahii.n
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
qariib o duur ko.ii shola-e-navaa bhii nahii.n
ye kin andhero.n me.n haatho.n se sham.a-daan giraa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
taKH.iil-e-laala-kaar ye kahtii hai ai 'suruur'
ko.ii zamii.n ho phuulte-phalte rahe hai.n ham
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
jo bahut mo'tabar aa rahe hai.n nazar
un ke hote hai.n kaar-e-digar KHvaab me.n
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Ghazal
ehtisaab-e-ziist karne ke liye baiThaa thaa mai.n
yaad aa.ii dosto.n kii kaar-farmaa.ii bahut
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
mai.n yuu.n be-kaar na hotaa kisii patthar kii tarah
vaqt ke paas agar tesha-e-aazar hotaa
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
rotaa huu.n qadr-daan-e-mataa-e-hunar ko mai.n
laa.uu.n kahaa.n se Dhuu.nDh ke us diida-var ko mai.n
Ishrat Qadri
Ghazal
tumhaare hijr kii shab-haa-e-kaar me.n jaanaa.n
ko.ii charaaG jalaa luu.n agar ijaazat ho
Jaun Eliya
Ghazal
mujh saa hogaa na qadr-daan-e-vaqt
ik bhii lamha nahii.n ga.nvaataa huu.n