SEARCH RESULTS
Showing search results for "मुज़्दा-ए-इशरत-ए-अंजाम"
Ghazal MATCHES FOR "मुज़्दा-ए-इशरत-ए-अंजाम"
Ghazal
maanaa maqaam-e-ishrat-e-hastii buland hai
mai.n dil ko kyaa karuu.n ki use naa-pasand hai
Mahirul Qadri
Ghazal
yuu.n to nashaat-e-kaar kii sarshaariyaa.n milii.n
anjaam-e-kaar kaa bhii rahaa Dar kabhii kabhii
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
ai KHoshaa azm-e-javaa.n zauq-e-safar josh-e-talab
haadse ba.Dh na sake apne qadam se aage
Ishrat Qadri
Ghazal
ibtidaa shauq kii hotii hai pur-ummiid aksar
us kaa anjaam buraa ho ye zaruurii to nahii.n
Kanval M. A
Ghazal
ye zulmato.n ke parastaar kyaa KHabar hote
mirii navaa me.n ba-juz muzhda-e-sahar kyaa thaa
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
ta.Dap kalii kii hai ye ishrat-e-numuu ke liye
ki iztiraab hai irfaan ra.ng-o-buu ke liye
Prem Shankar Goila Farhat
Ghazal
ishrat-e-qatra hai dariyaa me.n fanaa ho jaanaa
dard kaa had se guzarnaa hai davaa ho jaanaa
Mirza Ghalib
Ghazal
mile mujh ko Gam se fursat to sunaa.uu.n vo fasaana
ki Tapak pa.De nazar se mai-e-ishrat-e-shabaana
Moin Ahsan Jazbi
Ghazal
samundar apnaa saa mu.nh le ke rah ga.e 'ishrat'
kiyaa taraavash-e-shabnam ne be-karaa.n us ko
Ishrat Zafar
Ghazal
ishrat-e-qatl-gah-e-ahl-e-tamannaa mat puuchh
iid-e-nazzaara hai shamshiir kaa uryaa.n honaa
Mirza Ghalib
Ghazal
kis tarah jaa milaa hai saf-e-dushmanaa.n me.n vo
'ishrat' jo ek shaKHs hamaaraa bhii dost thaa
Ishrat Qadri
Ghazal
ataa kiye hai.n yuu.n hii us ne rat-jage 'ishrat'
ye zindagii mujhe KHvaabo.n kaa silsila na lage
Ishrat Kiratpuri
Ghazal
Ishrat Zafar
Ghazal
kaifiyat shaaKH-e-nihaal-e-Gam kii 'ishrat' sub.h-o-shaam
aate-jaate mausamo.n ke qaafile likhte rahe
Ishrat Qadri
Ghazal
ishrat-e-duniyaa-e-faanii kii kahaanii aur hai
yaad me.n terii jo guzre zindagaanii aur hai