SEARCH RESULTS
Showing search results for "लालच"
Ghazal MATCHES FOR "लालच"
Ghazal
sunaa hai jab se hamaa.il hai.n us kii gardan me.n
mizaaj aur hii laal o guhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
in'aam ke laalach me.n likhe mad.h kisii kii
itnaa to kabhii ko.ii suKHan-var nahii.n girtaa
Qateel Shifai
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
laalach abas hai dil kaa tumhe.n vaqt-e-vaapsii.n
ye maal vo nahii.n ki jise chho.D jaa.e.n ham
Dagh Dehlvi
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
vo to KHud-Garzii hai laalach hai havas hai jin kaa
naam is daur ke insaa.n ne vafaa rakkhaa hai
Lata Haya
Ghazal
tum ko laalach thii KHazaane kii so naakaam hu.e
mujh se kahte to mai.n us Gaar kaa naqsha detaa
Jahanzeb Sahir
Ghazal
Gam-o-nishaat mohabbat kii chho.D de laalach
har ik se uThte nahii.n ye azaab ye barkaat
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
KHairaat kaa mujhe ko.ii laalach nahii.n 'zafar'
mai.n is galii me.n sirf sadaa karne aayaa huu.n
Zafar Iqbal
Ghazal
Khalid Irfan
Ghazal
kabhii kabhii to naf.a ke laalach me.n 'saahir'!
KHud ko kisii nuqsaan me.n rakhnaa pa.Dtaa hai
Parvez Sahir
Ghazal
Aisha Ayub
Ghazal
hasad nifaaq adaavat havas daGaa laalach
lage hai zahr ye nafrat kaa KHaandaan mujhe
Ammar Yasir Migsi
Ghazal
Deedar Bastawi
Ghazal
laalach asar kaa ho na kahii.n baa.is-e-zarar
Takraa ke sar falak se na khaa jaa.e aah choT
Hafeez Jaunpuri
Ghazal
laalach me.n aa ke nekii samundar me.n Daal dii
aur phir pataa chalaa ki samundar me.n chhed hai