SEARCH RESULTS
Showing search results for "वासिल"
Ghazal MATCHES FOR "वासिल"
Ghazal
hayaat-o-maut kaa paiGaam detaa har-nafas 'vaasil'
kabhii ruu-posh vo hote kabhii jalva-garii hotii
Abu Mohammad Wasil Bahraichi
Ghazal
un ke jalvo.n me.n jo kho jaa.uu.n to Dhuu.nDo na mujhe
kaun miltaa hai kise vaasil-e-jaanaa.n ho kar
Abu Mohammad Wasil Bahraichi
Ghazal
janaaza dekh ke 'vaasil' kaa ho ga.e betaab
kafan unho.n ne bil-aaKHir haTaa ke dekh liyaa
Abu Mohammad Wasil Bahraichi
Ghazal
ishq pahle hii qadam par hai yaqii.n se vaasil
intihaa aql kii ye hai ki gumaa.n tak pahu.nche
Mohammad Deen Taseer
Ghazal
vaasil-e-mizraab-e-KHaamoshii hai har taar-e-nafas
us se kah do ab tire biimaar ko aaraam hai
Ehsan Danish
Ghazal
apnii suurat kahaa.n rahii 'vaasil'
un kii suurat kaa sab tamaashaa hai
Abu Mohammad Wasil Bahraichi
Ghazal
paa-e-mahbuub pe sar rakh ke hu.e ham 'vaasil'
zindagii paa.ii na.ii maut kaa dha.Dkaa bhii gayaa
Abu Mohammad Wasil Bahraichi
Ghazal
Qurbi Velori
Ghazal
'vaasil' ke daaG-e-dil se hai manzil kii raushnii
varna nikal ke aate bhalaa tiirgii se ham
Abu Mohammad Wasil Bahraichi
Ghazal
ham ri.nd hu.e shaahid-e-maqsuud se vaasil
jhag.De me.n rahe kaafir o dii.n-daar hamesha
Rind Lakhnavi
Ghazal
usii ke ishq me.n miT kar ke ho ga.e 'vaasil'
sabaat usii ko hai apnaa nishaa.n rahe na rahe
Abu Mohammad Wasil Bahraichi
Ghazal
Abu Mohammad Wasil Bahraichi
Ghazal
jo bharii duniyaa kii sa.ngiin ajaa.ib-nagrii me.n
apnaa sar aap na pho.De vo jahannam vaasil hai
Shamsur Rahman Faruqi
Ghazal
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
karam hai un kaa jo ho jaa.e 'vaasil'-e-jaanaa.n
vahaa.n KHudii kii na kuchh be-KHudii kii baat karo
Abu Mohammad Wasil Bahraichi
Ghazal
ajiib taur ke tevar dikhaa gayaa ik shaKHs
ha.nsii ha.nsii me.n har ik ko rulaa gayaa ik shaKHs
Wasil Usmani
Ghazal
Abu Mohammad Wasil Bahraichi
Ghazal
Mardan Safi
Ghazal
suufiyaan-saaf-tiinat vaasil-e-haq ho ga.e
KHud-numaa do chaar na.ng-e-ahl-e-irfaa.n ho.n to kyaa