SEARCH RESULTS
Showing search results for "शश"
Ghazal MATCHES FOR "शश"
Ghazal
jaataa huu.n daaG-e-hasrat-e-hastii liye hu.e
huu.n sham-e-kushta dar-KHur-e-mahfil nahii.n rahaa
Mirza Ghalib
Ghazal
dono.n jahaan terii mohabbat me.n haar ke
vo jaa rahaa hai ko.ii shab-e-Gam guzaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
mirii talab kii ko.ii chiiz shash-jihat me.n nahii.n
hazaar chhaan chukaa huu.n tirii dukaan ko mai.n
Akhtar Usman
Ghazal
az-mehr taa-ba-zarra dil-o-dil hai aa.ina
tuutii ko shash-jihat se muqaabil hai aa.ina
Mirza Ghalib
Ghazal
aa.nkh vaa hai aur husn-e-yaar hai pesh-e-nazar
shash-jihat ke baaqii-maa.nda sab nazaaro taKHliya
Rehman Faris
Ghazal
kaun saa phuul sajegaa tire juu.De me.n bhalaa
is shash-o-panj me.n gulzaar uThaa laa.e.nge
Ata Turab
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
kis kaa suraaG jalva hai hairat ko ai KHudaa
aa.iina farsh-e-shash-jahat-e-intizaar hai
Mirza Ghalib
Ghazal
'ishq ke taGaaful se harzah-gard hai 'aalam
ruu-e-shash-jihat-aafaaq pusht-e-chashm-e-zindaa.n hai
Mirza Ghalib
Ghazal
jaadaad-e-baada-noshii-e-rindaa.n hai shash-jihat
Gaafil gumaa.n kare hai ki getii KHaraab hai
Mirza Ghalib
Ghazal
mai.n ek halqa-e-be-samt apne markaz par
ye shash-jahaat hai.n kaise ye chaar-suu kyaa hai
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
ham se qadam milaa ke chaloge to dekhnaa
sar ho.nge shash-jahaat mirii baat maan lo
Jameel Usman
Ghazal
chhe.D dii mai.n ne agar ruudaad-e-husn-e-shash-jihat
naa-mukammal qissa-e-dair-o-haram rah jaa.egaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
kin kaa dahan talaash kare.n mil ke dosto
ye lafz shash-jahaat se pahle kii baat hai