SEARCH RESULTS
Showing search results for "सलीबों"
Ghazal MATCHES FOR "सलीबों"
Ghazal
KHatt-e-maazuulii-e-arbaab-e-sitam khii.nch ga.e
ye rasan-basta saliibo.n se utaare hu.e log
Aziz Hamid Madni
Ghazal
injiil-e-raftagaa.n kii hadiiso.n ke saath huu.n
iisaa-nafas huu.n aur saliibo.n ke saath huu.n
Naseer Turabi
Ghazal
Ajay Sahaab
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
har gaam ta'alluq kii saliibo.n pe cha.Dhe hai.n
chhuTtaa hii nahii.n zaat kaa hangaam mirii jaan
Aasnath Kanwal
Ghazal
vaqt shaahid hai ki har daur me.n iisaa kii tarah
ham saliibo.n pe liye apnii sadaaqat aa.e
Malikzaada Manzoor Ahmad
Ghazal
cha.Dhaa rahaa hai saliibo.n pe ham ko sadiyo.n se
zamaana phir bhii muqaddas kitaab maa.nge hai
Karamat Ali Karamat
Ghazal
ye kis se kahiye ki 'tanviir' KHud saliibo.n ko
sukuun-e-jaa.n ke liye ham-safar banaataa hai
Tanveer Ahmad Alvi
Ghazal
saaya ban kar mai.n saliibo.n se utar aayaa huu.n
ab ko.ii aur sazaa do ki mai.n zinda huu.n abhii
Tanveer Ahmad Alvi
Ghazal
mai.n jin ke liye roz saliibo.n pe cha.Dhaa huu.n
vo merii vafaa.o.n kaa sila kyuu.n nahii.n dete
Nafas Ambalvi
Ghazal
apne kaa.ndho.n pe saliibo.n ko uThaa.e hu.e hai.n
ishq-zaado.n kaa ye dastuur bhii ho saktaa hai
Hashim Raza Jalalpuri
Ghazal
ab saliibo.n pe kahaa.n gul-shuda sham.o.n kii qataar
aan kii aan me.n tahriir badal jaatii hai
Tanveer Ahmad Alvi
Ghazal
vo jo Gairo.n kii saliibo.n ko uThaa laa.e the
KHud masiihaa ko vo diivaane bahut yaad aa.e
Tanveer Ahmad Alvi
Ghazal
cha.Dhtaa hai 'ka.nval' kaun saliibo.n pe KHushii se
sab log masiihaa ke to autaar nahii.n hai.n
D. Raj Kanwal
Ghazal
is tarah shahr saliibo.n se sajaayaa us ne
ko.ii mahfuuz nahii.n daar-o-rasan se us ke
Lutf-ur-rahman
Ghazal
lamho.n ke liye ek nazar un ko to dekho
sadiyo.n kii saliibo.n pe jo masluub rahe hai.n
Iqbal Kaifi
Ghazal
vo ham ne chun diye tanqiid kii saliibo.n par
machal rahe the jo kuchh harf zer-e-lab kab se