SEARCH RESULTS
Showing search results for "सोहबत-ए-दोस्ताँ"
Ghazal MATCHES FOR "सोहबत-ए-दोस्ताँ"
Ghazal
kise Dhuu.nDtaa huu.n mai.n apne qurb-o-javaar me.n
ai firaaq-e-sohbat-e-dostaa.n mujhe kyaa hu.aa
Faizi
Ghazal
buu aane lagii tujh se bhii duniyaa kii mire yaar
kuchh roz mujhe sohbat-e-bad chaahiye merii
Aal-e-Umar
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
aaj tak nazro.n me.n hai vo sohbat-e-raaz-o-niyaaz
apnaa jaanaa yaad hai teraa bulaanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
jo rang-haa-e-ruKH-e-dostaa.n samajhte the
vo ham-nafas bhii miraa dukh kahaa.n samajhte the
Mubashshir Saeed
Ghazal
aa dekh hai.n qatiil-e-sitam-haa-e-dostaa.n
tarkash me.n tiir saare tuu apnii adaa ke rakh
Akram Kunjahi
Ghazal
Jawayd Anwar
Ghazal
jo kuchh numaayaa.n hu.aa al-amaa.n ma.aaz-allaah
talattuf-o-karam-e-dostaa.n ma.aaz-allaah
Nazeer Muzaffarpuri
Ghazal
ab kyaa shikaayat-e-ravish-e-dostaa.n karuu.n
'Gausii' mirii kamii bhii to merii nazar me.n hai
Ghaus Mohammad Ghausi
Ghazal
use KHayaal-e-dil-e-dostaa.n agar aayaa
to aa.nsu.o.n kaa samundar zaruur niklegaa
Ashfaq Husain
Ghazal
yahii ki sab kii kamaane.n hamii.n pe TuuTii hai.n
chalo hisaab-e-saf-e-dostaa.n to paak hu.aa
Mohsin Naqvi
Ghazal
daaG-e-firaaq-e-sohbat-e-shab kii jalii hu.ii
ik sham.a rah ga.ii hai so vo bhii KHamosh hai
Mirza Ghalib
Ghazal
marham ke baavajuud bhii bharte nahii.n hai.n zaKHm
vaaqif hai.n nashtar-e-karam-e-dostaa.n se ham