SEARCH RESULTS
Showing search results for " ajnabii KHat o KHaal"
Ghazal MATCHES FOR "ajnabii KHat o KHaal"
Ghazal
husn muhtaaj-e-KHatt-o-KHaal nahii.n
KHud nazar darKHur-e-jamaal nahii.n
Syed Shabbir Hassan Rizvi
Ghazal
aa.ina saaf-dil itnaa bhii nahii.n ab ki tumhe.n
asl chehre ke KHat-o-KHaal dikhaa hii degaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
nukta-saraa the kyaa hu.aa 'haavii' miyaa.n tumhe.n
sher-o-suKHan ko vaqf-e-KHat-o-KHaal kar diyaa
Havi Momin Abadi
Ghazal
miyaa.n chashm-e-jaaduu pe itnaa ghamanD
KHat-o-KHaal o gesuu pe itnaa ghamanD
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
dete nahii.n sujhaa.ii jo duniyaa ke KHatt-o-KHaal
aa.e hai.n tiirgii me.n magar raushnii se ham
Anjum Rumani
Ghazal
apne bhii KHatt-o-KHaal nigaaho.n me.n ab nahii.n
is tarah chhaa ga.ii hai.n nazar par udaasiyaa.n
Ameer Qazalbash
Ghazal
kaisaa qaalib kaisii rangat kaise KHatt-o-KHaal
un haatho.n me.n saarii miTTii ek sii lagtii hai
Moid Rasheedi
Ghazal
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
taare hu.e Guruub KHat-o-KHaal dekh kar
goro.n ke paa.nv uTh ga.e gaalo.n ke saamne
Muneer Shikohabadi
Ghazal
daana dikhaa ke daam me.n anqaa ko laa.uu.ngaa
mazmuun likh rahaa huu.n tire KHat-o-KHaal kaa
Aagha Akbarabadi
Ghazal
sayyaad ne bichhaayaa gulshan me.n daam-o-daana
sun gul-ezaar vaale o KHatt-o-KHaal vaale
Mirza Maseeta Beg Muntahi
Ghazal
pa.Dh na ai ham-nashii.n visaal kaa sher
jis se ra.ngii.n ho KHatt-o-KHaal kaa sher
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
is daur me.n ki chehre hii 'anjum' hu.e hai.n masKH
kyaa KHatt-o-KHaal se tire andaaza kiijiye
Anjum Rumani
Ghazal
be-e'tidaal the KHud un ke KHatt-o-KHaal 'zafar'
har ittihaam magar shiishagar pe Daal diyaa
Zafar Moradabadi
Ghazal
Siddique Mujibi
Ghazal
kaamraa.n hone kaa ushshaaq ko dete hai.n payaam
ye KHat-o-KHaal jo kohre se ubhar aa.e hai.n
Kanti Mohan Soz
Ghazal
ushshaaq ke ahvaal pe kyaa us ko nazar hai
vo aap divaana hai KHat-o-KHaal par apne