SEARCH RESULTS
Showing search results for ".mrqr"
Ghazal MATCHES FOR ".mrqr"
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
sidq-o-safaa ne mujh ko kiyaa hai bahut KHaraab
makr-o-riyaa zaruur sikhaa diijiye mujhe
Abdul Hamid Adam
Ghazal
pur-Guruur o pur-takabbur pur-jafaa o pur-sitam
pur-fareb o pur-daGaa pur-makr o pur-fan aap hai.n
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
yaar se merii jo karte hai.n sifaarish aGyaar
makr hai uzr hai qaabuu hai daGaa hai kyaa hai
Bayan Ahsanullah Khan
Ghazal
dil par jo yaadgaar rahe us ke makr kii
aisaa bhii ko.ii naqsh banaa lenaa chaahiye
Zafar Iqbal
Ghazal
Azra Naqvi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
tum bhii fareb-KHurda sahii par ba-sad-KHuluus
maqtuul-e-makr-o-said-e-daGaa ham hu.e ki tum
Rais Amrohvi
Ghazal
hai.n yaad bahut makr o fareb aise hame.n bhii
muTThii me.n jo aa jaa.e.n tirii dil to nahii.n ham
Bekhud Dehlvi
Ghazal
makr-o-daGaa hai tum se ijz-o-KHuluus ham se
vo KHaandaa.n tumhaaraa ye KHaandaa.n hamaaraa
Shauq Bahraichi
Ghazal
tum zaraa soch ke us shaKHs pe takiya karnaa
vo farishta nahii.n va.ade se makr saktaa hai
Imran Aami
Ghazal
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
raastii KHvaar hai us chashm-e-fusuu.n-parvar se
haa.n magar manzilat-e-makr hai aur Gadr kii qadr
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
kaid ho hirs-o-havas ho yaa fareb-o-makr ho
aap hii ke haath rahtaa hai har ik maidaan shaiKH
Shauq Bahraichi
Ghazal
ik makr hii thaa aap kaa iifaa-e-ahd bhii
apne kahe se aaj mukar bhii ga.e to kyaa
Basir Sultan Kazmi
Ghazal
un ke maziid vaa'do.n pe kaise yaqiin ho
ab tak jo vaa'da kar ke baraabar makr ga.e