SEARCH RESULTS
Showing search results for "Gash"
Ghazal MATCHES FOR "Gash"
Ghazal
jab kisii phuul pe Gash hotii hu.ii bulbul ko
sehn-e-gulzaar me.n dekhoge to yaad aa.uu.ngaa
Rajendra Nath Rahbar
Ghazal
dil me.n aa jaa.e hai hotii hai jo fursat Gash se
aur phir kaun se naale ko rasaa kahte hai.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
mai.n to us zulf kii buu par Gash huu.n
chaaraagar mushk su.nghaate hai.n mujhe
Momin Khan Momin
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
ham aap ke qadmo.n par gir jaa.e.nge Gash khaa kar
is par bhii na ham apne aa.nchal kii havaa de.n to
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Gash khaa ke gire muusaa allaah-rii maayuusii
halkaa saa vo parda bhii diivaar nazar aayaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
vaa.n pahu.nch kar jo Gash aataa pa.e-ham hai ham ko
sad-rah aaha.ng-e-zamii.n bos-e-qadam hai ham ko
Mirza Ghalib
Ghazal
Gash hai.n ki be-dimaaG hai.n gul-pairahan namat
az-bas dimaaG-e-itr-e-garebaa.n nahii.n rahaa
Momin Khan Momin
Ghazal
taanaa-baanaa bunte bunte ham udh.De
hasrat phir thak kar Gash khaa kar baiTh ga.ii
Irshad Khan Sikandar
Ghazal
Gash aa na jaa.e dekh ke qaatil ko mauj-e-KHuu.n
naazuk-mizaaj kaa kahii.n halkaa lahuu na ho
Dagh Dehlvi
Ghazal
jalva-e-yaar se jab bazm me.n Gash aayaa hai
to raqiibo.n ne sambhaalaa hai mujhe haatho.n me.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
yak baar dekhte hii mujhe Gash jo aa gayaa
bhuule the vo bhii hosh-ruhaa.ii tamaam shab
Momin Khan Momin
Ghazal
sab dekhne vaale unhe.n Gash khaa.e hu.e hai.n
is par bhii ta'ajjub hai vo sharmaa.e hu.e hai.n
Arsh Malsiyani
Ghazal
su.nghaa rahii hai mujhe Gash me.n nik.hat-e-gesuu
KHudaa daraaz kare umr ai sabaa terii