SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHafaqaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "KHafaqaa.n"
Ghazal
imtihaa.n-gaah-e-mohabbat me.n na rakkhe vo qadam
maut ke naam se jis ko KHafaqaa.n hotaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
ek aalam me.n ho har-chand masiihaa mash.huur
naam-e-biimaar se tum ko KHafaqaa.n hai ki jo thaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
KHafaqaan-e-Gam-e-furqat se dil aisaa ulTaa
mu.nh ke baahar nikal aayaa jo kaleja ulTaa
Meer Kallu Arsh
Ghazal
dil se samjhuu.ngaa ise dushman-e-jaa.n hone do
zahr gholuu.ngaa davaa me.n KHafaqaa.n hone do
Imdad Ali Bahr
Ghazal
baaG paa kar KHafaqaanii ye Daraataa hai mujhe
saaya-e-shaaKH-e-gul af'ii nazar aataa hai mujhe
Mirza Ghalib
Ghazal
faroG-e-mahr se ho iKHtilaaj-e-qalb-e-fuzuu.n
bahaana-e-KHafaqaa.n jalva-e-qamar ho jaa.e
Rais Amrohvi
Ghazal
dil dha.Daktaa hai ye kahte hu.e us mahfil me.n
yaa.n kisii ko KHafaqaa.n kii bhii davaa aatii hai
Sheikh Bimar Ali Bakhsh
Ghazal
kis se be-dardii-e-ahbaab kaa shikva kiije
naam be-taabii-e-dil kaa KHafaqaa.n rakhte hai.n
Ashk Rampuri
Ghazal
kun-fakaa.n ke bhed se maulaa mujhe aagaah kar
kaun huu.n mai.n gar yahaa.n par duusraa ko.ii nahii.n
Amjad Islam Amjad
Ghazal
diivaana-e-lailaa ko na lailaa se rahaa kaam
kuchh aur balaa hai KHafaqaa.n ho nahii.n saktaa
Riyaz Khairabadi
Ghazal
hote hii vasl kuchh KHafaqaa.n saa use hu.aa
dha.Dkaa ye be-tarah kaa mulaaqaat me.n lagaa
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
'arsh' is fasl-e-junuu.n me.n mire saude kii tarah
aur ba.Dh jaa.e ilaahii KHafaqaan-e-vaa.iz
Meer Kallu Arsh
Ghazal
KHaana-KHaraab-e-ishq ne duniyaa se kho diyaa
is par bhii aaj tak vahii KHafaqaan sar me.n hai
Azam Jalalabadi
Ghazal
ai 'shauq' na kuchh kahiye haalat dil-e-muztar kii
hotaa hai masiihaa ko KHafqaan are tauba
Shauq Bahraichi
Ghazal
vaaqi.a ye kun-fakaa.n se bhii bahut pahle kaa hai
ik bashar kaa nuur thaa qindiil me.n aflaak par
Tahir Faraz
Ghazal
ai sanam dekh ke har dam kii tirii kam-suKHanii
maut ghabraa ke na kyuu.n ye KHafaqaanii maa.nge
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Ehtisham ul Haq Siddiqui
Ghazal
go hariim-e-aagahii kii shakl bhii dekhii nahii.n
hai ba-zom-e-KHvesh daanaa-e-rumuuz-e-kun-fakaa.n