SEARCH RESULTS
Showing search results for "aawaz e dost mukhtar masood ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "aawaz e dost mukhtar masood ebooks"
Ghazal
poshiida ajab ziist kaa ik raaz hai mujh me.n
be-par huu.n magar jur.at-e-parvaaz hai mujh me.n
Hamid Mukhtar Hamid
Ghazal
ye bhii ik e.ajaaz thaa 'mas.uud' husn-e-dost kaa
dekhte hii dekhte hosh aa gayaa biimaar ko
Syed Masood Hasan Masood
Ghazal
mai.n jurm-e-KHamoshii kii safaa.ii nahii.n detaa
zaalim use kahiye jo duhaa.ii nahii.n detaa
Anwar Masood
Ghazal
jab tujhe yaad kare.n kaar-e-jahaa.n khe.nchtaa hai
aur phir ishq vahii koh-e-giraa.n khe.nchtaa hai
Ahmad Faraz
Ghazal
ishq kii duniyaa me.n ik ha.ngaama barpaa kar diyaa
ai KHayaal-e-dost ye kyaa ho gayaa kyaa kar diyaa
Ehsan Danish
Ghazal
hai bas-ki har ik un ke ishaare me.n nishaa.n aur
karte hai.n mohabbat to guzartaa hai gumaa.n aur
Mirza Ghalib
Ghazal
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
baazaar-e-zindagii me.n jame kaise apnaa ra.ng
hai.n mushtarii ke taur na byopaariiyo.n ke Dhang
Bashar Nawaz
Ghazal
Anjum Fauqi Badayuni
Ghazal
har ghar ke aas-paas samundar lagaa mujhe
kitnaa muhiib shahr kaa manzar lagaa mujhe
Jameel Malik
Ghazal
arsh-e-KHudaa KHamosh hai tahtus-saraa me.n chup
shor itnaa hai ki phail ga.ii hai fazaa me.n chup
Maqsood Aafaque
Ghazal
rafta rafta KHvaahisho.n ko muKHtasar karte rahe
rafta rafta zindagii ko mo'atabar karte rahe
Suhaib Farooqui
Ghazal
chaar din hai ye javaanii na bahut josh me.n aa
ai but-e-mast-e-mai-husn zaraa hosh me.n aa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
kisii taraf na girah kaa siraa dikhaa.ii de
na ko.ii naaKHuun-e-uqda-kushaa dikhaa.ii de
Masood Qureshi
Ghazal
mujhe talaash thii jis kii vahii kabhii na milii
har ek chiiz milii ek zindagii na milii
Chandni Pandey
Ghazal
ab ko.ii tiraa misl nahii.n naaz-o-adaa me.n
andaaz me.n shoKHii me.n sharaarat me.n hayaa me.n