SEARCH RESULTS
Showing search results for "asiir-e-chaak"
Ghazal MATCHES FOR "asiir-e-chaak"
Ghazal
jiine hii de 'asiir' na marne hii de mujhe
ik tiir-e-niim-kash kii 'inaayat hai kyaa karuu.n
Aseer Jabalpuri
Ghazal
Aseer Jabalpuri
Ghazal
dii 'asiir' apnii aa.nkho.n me.n jin ko jagah
shahr-e-dil ke vo farmaa.n-ravaa ho ga.e
Aseer Jabalpuri
Ghazal
aa ga.ii nii.nd use bhuul bhii jaa.egaa 'asiir'
aa gayaa sabr mujhe zaKHm bhii bhar jaa.e.nge
Ram Nath Aseer
Ghazal
sabr aur ye adaa ki dil aave asiir-e-chaak
dard aur ye kamii.n ki rah-e-naala vaa karuu.n
Mirza Ghalib
Ghazal
ham mahfil-e-jaanaa.n me.n 'asiir' aap hii chup hai.n
baate.n vo banaa.e.n ki jo ho.n baat ke qaabil
Muzaffar Ali Aseer
Ghazal
niklaa jo dam to raahat-o-aaraam hai 'asiir'
aavaargii hai jism kii ruuh-e-ravaa.n talak
Muzaffar Ali Aseer
Ghazal
KHaam-e-taba.ii se tumhaare hai bahut ta.ng 'asiir'
kiijiye vasl kaa iqraar to pakkaa pakkaa
Muzaffar Ali Aseer
Ghazal
maanind-e-aa.ina hama-tan chashm hai ye dil
aisii hai diid-e-husn-e-KHudaa-daad kii havas
Muzaffar Ali Aseer
Ghazal
KHudaa-na-KHaasta ho jaa.e phir bahaal vo rang
qariib 'asiir' ke jab ban ke shaa.erii aa.o
Ali Raza Aseer
Ghazal
'asiir' sher tumhaare garaa.n zamaane par
tumhe.n ye tarz-e-bayaa.n barqaraar rakhnaa hai
Ali Raza Aseer
Ghazal
us gul-badan ke ishq me.n ro.uu.n na kyo.n 'asiir'
hai mujh ko rashk-e-taale.a-e-shabnam tamaam raat
Muzaffar Ali Aseer
Ghazal
rukii hai.n misra-e-uulaa pe dha.Dkane.n sab kii
'asiir' misra-e-saanii saanii sunaa.e.n allaah
Ali Raza Aseer
Ghazal
Hiddat-e-jism se gal jaataa hai ye halqa 'asiir'
aur phir paa.o.n kii zanjiir nikal aatii hai
Ali Raza Aseer
Ghazal
ye kaam bhii banegaa sabab KHud pe naaz kaa
jhukiye 'asiir' laasha-e-KHud-bii.n uThaa.iye
Ali Raza Aseer
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
ham dil-figaar chaak-e-garebaa.n jahaa.n rahe
paiham nishaana-e-sitam-e-aasmaa.n rahe
Naresh M. A
Ghazal
aisii bhii kyaa nigaah-e-mohabbat se dushmanii
phuulo.n samet rang-e-gulistaa.n badal gayaa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
vaqt kii gardish-e-saffaak se Dar lagtaa hai
kuuza-gar mujh ko tire chaak se Dar lagtaa hai