SEARCH RESULTS
Showing search results for "bagh e maani naqsh ali ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "bagh e maani naqsh ali ebooks"
Ghazal
magar vo diid ko aayaa thaa baaG me.n gul ke
ki buu kuchh aur mai.n paa.ii dimaaG me.n gul ke
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
aa.nkh se Tapkaa jo aa.nsuu vo sitaaraa ho gayaa
meraa daaman aaj daamaan-e-surayyaa ho gayaa
Seemab Akbarabadi
Ghazal
ham ne jab dard bharii apnii kahaanii likkhii
log kahne lage ruudaad puraanii likkhii
Karamat Ali Karamat
Ghazal
Naim Hamid Ali
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
vahshat-e-dil ne kiyaa hai vo bayaabaa.n paidaa
saik.Do.n kos nahii.n suurat-e-insaa.n paidaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
aa.e.nge vo to aap me.n hargiz na aa.e.nge
ham apnii be-KHudii ke tamaashe dikhaa.e.nge
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
TuuT kar rah gayaa aa.iine se rishta apnaa
ek muddat hu.ii dekhnaa nahii.n chehraa apnaa
Mohammad Ali Asar
Ghazal
masjid se duur hai ye dukaa.n mai-farosh kii
aatii nahii.n hai kaan me.n baa.ng-e-azaa.n talak
Muzaffar Ali Aseer
Ghazal
gar dil me.n kar ke sair-e-dil-e-daaG-daar dekh
ai jaan KHaana-e-baaG kii aa kar bahaar dekh
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
hai aa.iina-KHaane me.n tiraa zauq-fazaa raqs
karte hai.n bahut se tire ham-shakl judaa raqs
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
Ali Arman
Ghazal
al-madad ai zohd ba.Dh kar rok le mere qadam
tishnagii phir le chalii hai suu-e-mai-KHaana mujhe
Qaisar Nizami
Ghazal
jab abr-e-mai-kada-bar-dosh sehn-e-baaG me.n aa.e
usii ko kahte hai.n farzaana jo diivaana hotaa hai
Bedil Azimabadi
Ghazal
naqsh-e-naaz-e-but-e-tannaaz ba-aaGosh-e-raqiib
paa-e-taa.uus pa.e-KHaama-e-maanii maa.nge
Mirza Ghalib
Ghazal
us ke Gam ko Gam-e-hastii tuu mire dil na banaa
ziist mushkil hai use aur bhii mushkil na banaa
Himayat Ali Shayar
Ghazal
maanaa tirii nazar me.n tiraa pyaar ham nahii.n
kaise kahe.n ki tere talabgaar ham nahii.n