SEARCH RESULTS
Showing search results for "bayaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "bayaa.n"
Ghazal
ye kyaa ki sab se bayaa.n dil kii haalate.n karnii
'faraaz' tujh ko na aa.ii.n mohabbate.n karnii
Ahmad Faraz
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
vo aadmii nahii.n hai mukammal bayaan hai
maathe pe us ke choT kaa gahraa nishaan hai
Dushyant Kumar
Ghazal
zikr us parii-vash kaa aur phir bayaa.n apnaa
ban gayaa raqiib aaKHir thaa jo raaz-daa.n apnaa
Mirza Ghalib
Ghazal
kaun kahtaa hai mohabbat kii zabaa.n hotii hai
ye haqiiqat to nigaaho.n se bayaa.n hotii hai
Sahir Hoshiyarpuri
Ghazal
bahut ghuTan hai ko.ii suurat-e-bayaa.n nikle
agar sadaa na uThe kam se kam fuGaa.n nikle
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ye ham Gazal me.n jo harf-o-bayaa.n banaate hai.n
havaa-e-Gam ke liye khi.Dkiyaa.n banaate hai.n
Ahmad Mushtaq
Ghazal
bayaa.n jab 'kaliim' apnii haalat kare hai
Gazal kyaa pa.Dhe hai qayaamat kare hai
Kaleem Aajiz
Ghazal
Meeraji
Ghazal
khultaa nahii.n hai raaz hamaare bayaan se
lete hai.n dil kaa kaam ham apnii zabaan se
Dagh Dehlvi
Ghazal
gar na andoh-e-shab-e-furqat bayaa.n ho jaa.egaa
be-takalluf daaG-e-mah mohr-e-dahaa.n ho jaa.egaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
ye masaa.il-e-tasavvuf ye tiraa bayaan 'Gaalib'
tujhe ham valii samajhte jo na baada-KHvaar hotaa