SEARCH RESULTS
Showing search results for "dilaasa"
Ghazal MATCHES FOR "dilaasa"
Ghazal
bhuule se muskuraa to diye the vo aaj 'faiz'
mat puuchh valvale dil-e-naa-kardaa-kaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
naam ho.nTo.n pe tiraa aa.e to raahat sii mile
tuu tasallii hai dilaasa hai du.aa hai kyaa hai
Naqsh Layalpuri
Ghazal
jaate jaate diyaa is tarah dilaasaa us ne
biich dariyaa me.n ko.ii jaise kinaara niklaa
Lutf-ur-rahman
Ghazal
mustahiq huu.n to kisii aur se tasdiiq bhii kar
mujh ko mat denaa agar meraa dilaasa na bane
Danish Naqwi
Ghazal
Arslan Abbas
Ghazal
Mubarak Lone
Ghazal
Mohsin Asrar
Ghazal
dukh ke sailaab me.n Duubaa thaa vo KHud hii itnaa
merii aa.nkho tumhe.n detaa vo dilaasa kaise
Alok Mishra
Ghazal
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
dahliiz dilaasaa hai na diivaar amaa.n hai
ai dar-badarii mere Thikaane kaa pata de
Sarmad Sahbai
Ghazal
dil to kahtaa hai use lauT ke aanaa hai yahii.n
ye dilaasaa mujhe paagal nahii.n hone detaa
Rehana Roohi
Ghazal
pahle to daam-e-zulf me.n uljhaa liyaa mujhe
bhuule se phir kabhii na dilaasaa diyaa mujhe
Gulzar Dehlvi
Ghazal
us ke aane kii mujhe jhuuTii tasallii mat do
ye dilaasa to miraa dard ba.Dhaa detaa hai
Hamza Daim
Ghazal
bahaar ban ke KHizaa.n ko na yuu.n dilaasaa de
nigaahe.n pher le apnii na KHud ko dhokaa de
Abdul Hafiz Naeemi
Ghazal
ham ko sahnaa hai akele hii har ik dard kaa bojh
KHair-KHvaaho.n kaa dilaasa nahii.n aane vaalaa
Suleman Khumar
Ghazal
'rabaab' ko.ii dilaasa na hausla maujuud
zabaan qufl-shuda dil dayaar chup KHaamosh