SEARCH RESULTS
Showing search results for "falak"
Ghazal MATCHES FOR "falak"
Ghazal
sunaa hai raat use chaa.nd taktaa rahtaa hai
sitaare baam-e-falak se utar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
dast-e-falak me.n gardish-e-taqdiir to nahii.n
dast-e-falak me.n gardish-e-ayyaam hii to hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
falak se taur qayaamat ke ban na pa.Dte the
aKHiir ab tujhe aashob-e-rozgaar kiyaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
ghaTaa.e.n uThtii hai.n barsaat hone lagtii hai
jab aa.nkh bhar ke falak ko kisaan dekhtaa hai
Shakeel Azmi
Ghazal
falak ne un ko ataa kii hai KHvaajgii ki jinhe.n
KHabar nahii.n ravish-e-banda-parvarii kyaa hai
Allama Iqbal
Ghazal
naira.ng hai ek ek tiraa diid ke qaabil
ham ai falak-e-shobada-gar dekh rahe hai.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
haa.n ai falak-e-piir javaa.n thaa abhii aarif
kyaa teraa biga.Dtaa jo na martaa ko.ii din aur
Mirza Ghalib
Ghazal
ham tujh se kis havas kii falak justujuu kare.n
dil hii nahii.n rahaa hai ki kuchh aarzuu kare.n
Khwaja Meer Dard
Ghazal
jab bhii nazar uThii to falak kii taraf uThii
bar-gashta aasmaan se goyaa na tuu na mai.n
Khalid Ahmad
Ghazal
mat sahl hame.n jaano phirtaa hai falak barso.n
tab KHaak ke parde se insaan nikalte hai.n