SEARCH RESULTS
Showing search results for "gaaza"
Ghazal MATCHES FOR "gaaza"
Ghazal
kitaab baab Gazal she'r bait lafz huruuf
KHafiif raqs se dil par ubhaare mast parii
Shahzad Qais
Ghazal
Kaif Bhopali
Ghazal
lafz ma.anii se gurezaa.n hai.n to un me.n rang bhar
chehra hai be-nuur to us par ko.ii Gaaza lagaa
Arsh Siddiqui
Ghazal
puuchh mat rusvaa.i-e-andaaz-e-istiGnaa-e-husn
dast marhuun-e-hinaa ruKHsaar rahn-e-Gaaza thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Pirzada Qasim
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
Ashfaq Husain
Ghazal
vo jis kii ek Thokar se hamaarii KHaak u.Dtii hai
usii ke paas gaalo.n ke liye Gaaza nahii.n hotaa
Muzdam Khan
Ghazal
Arsh Sahbai
Ghazal
Gaaza-e-Gam ek thaa the sab ke chehre muKHtalif
Gaur se dekhaa to ko.ii shakl anjaanii na thii
Malikzaada Manzoor Ahmad
Ghazal
na.ngaa kar detii hai Gam ko ha.nsii 'qatiil'
chehre par ye Gaaza kam kam karaa karo
Qateel Shifai
Ghazal
ye raakh makaano.n kii zaayaa na karo 'saaGar'
ye ahl-e-siyaasat ke ruKHsaar kaa Gaaza hai
Saghar Azmi
Ghazal
abr-e-tunak ne raunaq-e-mausam ba.Dhaa.ii hai
Gaaza banaa hai ruu-e-uruus-e-bahaar kaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
Muzaffar Warsi
Ghazal
zehn me.n socho.n kaa suuraj barf kii suurat na rakh
kohr ke diivaar-o-dar par dhuup kaa Gaaza lagaa
Iqbal Sajid
Ghazal
ab tujh se milne kii KHaatir sajtii huu.n
naak me.n motii mu.nh par Gaaza tauba hai
Samina Saqib
Ghazal
ye Gaaza hai kaajal hai ubTan hai kyaa hai
ye ra.ng-e-hinaa daaG-e-daaman hai kyaa hai
Akhlaq Ahmad Ahan
Ghazal
surma-o-Gaaza ke badle dhuul jamtii jaa.egii
sab ke chehre gard-e-qismat se aTe rah jaa.e.nge
Tasneem Abidi
Ghazal
shabaahat pe adaakaarii asar-andaaz hotii hai
abhii tak to ye chehraa hai kahii.n Gaaza na ho jaa.e