SEARCH RESULTS
Showing search results for "ginaa"
Ghazal MATCHES FOR "ginaa"
Ghazal
nek logo.n me.n mujhe nek ginaa jaataa hai
aur gunahgaar gunahgaar samajhte hai.n mujhe
Shahid Zaki
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
shab bhar to un kii yaad me.n taare ginaa kiye
taare se din ko bhii nazar aa.e.n to kyaa kare.n
Akhtar Shirani
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
yuu.nhii to shaaKH se patte giraa nahii.n karte
bichha.D ke log ziyaada jiyaa nahii.n karte
Mohsin Bhopali
Ghazal
mujhe Gairo.n me.n hii aksar ginaa tum ne
to phir kis haq se ab fariyaad kartii ho
Satish Dubey Satyarth
Ghazal
baraa.e dars ab atfaal-e-shahr aate hai.n
haraam-kaar-e-Ginaa-o-qimaar mai.n bhii thaa
Saqi Faruqi
Ghazal
fazaa pe nahr-e-pur-afshaan-e-taab huur o tuhuur
Ginaa me.n shahr-e-qasuur-o-KHayaam hai saaqii
Josh Malihabadi
Ghazal
sar pe phirtaa hii rahaa aur na giraa mujh pe kabhii
aasmaa.n ban ke tiraa saaya-e-diivaar rahaa
Anwar Dehlvi
Ghazal
aish maazii ke ginaa haal kaa ta.ana de de
ghar palaTne ke liye ko.ii bahaana de de
Balmohan panday
Ghazal
Ginaa ziirakii aur lataafat Gazal hai
qasam le lo kasrat me.n vahdat Gazal hai
Mohan Singh Deewana
Ghazal
ek pur-pech Ginaa ek hariirii naGma
haa.e vo husn ki jangal kii sadaa ho jaise
Zaheer Kashmiri
Ghazal
nazar jhukaa ke nazar se giraa ga.e mujh ko
mai.n aa.ina thaa haqiiqat dikhaa ga.e mujh ko
Aqib Jawed
Ghazal
siina qaanuun o Ginaa naala o dil hai mizraab
nikle hai saaz-e-mohabbat se sadaa kyaa kyaa kuchh
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
naazuk thaa aab-giina-e-dil TuuT hii gayaa
tuu ab na ho maluul tiraa kyaa qusuur hai