SEARCH RESULTS
Showing search results for "god"
Ghazal MATCHES FOR "god"
Ghazal
har masarrat Gam-e-diiroz kaa unvaan banii
vaqt kii god me.n lamhaat ne dam to.D diyaa
Saghar Siddiqui
Ghazal
Aalok Shrivastav
Ghazal
sanam aur aisaa ki but us ke aage jhuk jaa.e.n
du.aa dii us ne to do deviyo.n kii god bharii
Shahzad Qais
Ghazal
hazaar saal me.n tayyaar hone vaalaa mard
us ek god me.n sar rakhte hii bikhar jaa.e
Kushal Dauneriya
Ghazal
uTh ke jaa baiThaa vahii ashraafiya kii god me.n
ham Gariibo.n ne jise samjhaa avaamii aadmii
Aftab Hussain
Ghazal
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
ai raat mujhe maa.n kii tarah god me.n le le
din bhar kii mashaqqat se badan TuuT rahaa hai
Tanveer Sipra
Ghazal
ajab nahii.n ki chaman-dar-chaman bane har phuul
kalii kalii kii sabaa jaa ke god bhar aa.ii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
taqsiir 'mus.hafii' kii hove mu.aaf saahib
farmaa.o to tumhaare laa us ko go.D Daaluu.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
maayuusiyo.n kii god me.n dam to.Dtaa hai ishq
ab bhii ko.ii banaa le to big.Dii nahii.n hai baat
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
KHush huu.n ki jaise god me.n hai laal-e-shab-charaaG
daaman me.n apne laala-e-sahraa liye hu.e
Seemab Akbarabadi
Ghazal
Wasi Shah
Ghazal
ajab safiina hai ye vaqt kaa safiina bhii
jo apnii god me.n baiThaa savaar khaa jaa.e
Varun Anand
Ghazal
chaa.nd sitaare god me.n aa kar baiTh ga.e
sochaa ye thaa pahlii bus se nikle.nge
Shakeel Jamali
Ghazal
ab tirii god ke paalo.n me.n bhii ehsaas nahii.n
bas yahii soch ke gaa.nv se ulajh baiThaa huu.n