SEARCH RESULTS
Showing search results for "hama-tan-gosh"
Ghazal MATCHES FOR "hama-tan-gosh"
Ghazal
hama-tan-gosh hai vo shaahid-e-zebaa-e-Gazal
hai sukuut-e-azalii husn-e-taqaazaa-e-Gazal
Ravish Siddiqi
Ghazal
hama-tan-gosh zamaana hai abhii mauqa hai
tum ko haasil ye suhuulat hai chalo tum bolo
Nusrat Mehdi
Ghazal
ash.aar mere sun ke vo KHaamosh ho gayaa
Guncha ba-ra.ng-e-gul hama-tan-gosh ho gayaa
Muneer Shikohabadi
Ghazal
ruvaa.n-ruvaa.n hama-tan-gosh ho ke suntaa hai
suKHan-suKHan tirii aa.nkhe.n Gazal-Gazal tire ho.nT
Zubair Hamza
Ghazal
chup hai.n diivaare.n to kyaa bahrii bhii hai.n
sab hama-tan-gosh hai.n bolo nahii.n
Amar Singh Figar
Ghazal
Abbas Rizvi
Ghazal
saaz-e-hastii kaa ajab josh nazar aataa hai
ik zamaana hama-tan-gosh nazar aataa hai
Bismil Allahabadi
Ghazal
har-nafas maut ke qadmo.n kii sadaa sun.ne ko
zindagii ko hama-tan-gosh na kar denaa thaa
Bismil Saeedi
Ghazal
us ne ik baar pukaaraa thaa hariim-e-dil se
zindagaanii hama-tan-gosh hu.ii jaatii hai
Syed Salman Gilani
Ghazal
raat ke aaKHirii taare tujhe nii.nd aane lagii
mere qisse pe mai.n samjhaa hama-tan-gosh hai tuu
Shadab Javed
Ghazal
bazm-e-vafaa me.n vo hama-tan-gosh the magar
ho.nTo.n tak aa ke harf-e-tamannaa kidhar gayaa
Ghani Ahmad Ghani
Ghazal
jumla-tan hai chashm-e-nargis yaar terii diid ko
gul hama-tan-gosh hai.n tere fasaane ke liye