SEARCH RESULTS
Showing search results for "itr-farosh"
Ghazal MATCHES FOR "itr-farosh"
Ghazal
gul ke KHvaahaa.n to nazar aa.e bahut itr-farosh
taalib-e-zamzama-e-bulbul-e-shaidaa na milaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
uTh chashm-e-jaavedaana-e-saaGar-farosh uTh
machlii hu.ii hai larzish-e-sahbaa tire liye
Josh Malihabadi
Ghazal
vo kahaa.n jalva-e-jaa.n-baKHsh butaan-e-dehlii
kyuu.n ki jannat pe kiyaa jaa.e gumaan-e-dehlii
Meer Mehdi Majrooh
Ghazal
faqiir dost jo ho ham ko sarfaraaz kare
kuchh aur farsh ba-juz boriyaa nahii.n rakhte
Meer Anees
Ghazal
yaad-e-ayyaam ki ham-rutba-e-rizvaa.n ham the
baaGbaan-e-chaman-e-mahfil-e-jaanaa.n ham the
Taashshuq Lakhnavi
Ghazal
faras-e-umr hii apnaa hai bahut sust qadam
varna 'ehsaan' pe tho.Dii sii masaafat kyaa thii
Ehsan Darbhangavi
Ghazal
faa.eda kyaa aise harjaa.ii se milne me.n 'faroG'
ho ga.ii duniyaa me.n terii jag-ha.nsaa.ii aur bhii
Farogh Hyderabadi
Ghazal
agar mile bhii to miltaa hai raah me.n 'faaris'
kahii.n se aate hu.e yaa kahii.n ko jaate hu.e
Rehman Faris
Ghazal
umr bhar baat pe qaa.em rahe 'fartaash' ki ham
ahl-e-kirdaar hai.n aur is se ziyaada kyaa ho.n
Fartash Syed
Ghazal
Fartash Syed
Ghazal
kabhii thaa qais kabhii 'miir' aur ab 'fartaash'
suluuk-e-ishq kaa ik silsila banaa hu.aa huu.n
Fartash Syed
Ghazal
zamaana-saaz hai 'fartaash' us ke kyaa kahne
ki KHud hii qatl kare aur KHuu.n-bahaa le jaa.e
Fartash Syed
Ghazal
Rais Farogh
Ghazal
jalte mausam me.n ko.ii faariG nazar aataa nahii.n
Duubtaa jaataa hai har ik pe.D apnii chhaa.nv me.n
Farigh Bukhari
Ghazal
Yasir Raza Asif
Ghazal
umr bhar kaun javaa.n rahtaa hai jaan-e-'farruKH'
phir bhii tum husn pe itraate ho had karte ho