SEARCH RESULTS
Showing search results for "jalsa"
Ghazal MATCHES FOR "jalsa"
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
suufiyo.n ke jo na thaa laa.eq-e-sohbat to mujhe
qaabil-e-jalsa-e-rindaana banaayaa hotaa
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
jahaa.n pe manzar-e-jalva thaa sirf vahm o gumaa.n
vahii.n pe jalsa-e-zohra-jamaal hone lagaa
Bekal Utsahi
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
ye kyaa ki dafn ho ga.e chup-chaap qabr me.n
marne ke baa'd maut kaa jalsa ko.ii to ho
Khaleel Mamoon
Ghazal
pilaa de aaj ki marte hai.n ri.nd ai saaqii
zaruur kyaa ki ye jalsa ho hauz-e-kausar par
Aasi Ghazipuri
Ghazal
pa.De rahte ho pahro.n hii mu.nh lapeTe
vo jalsa kahaa.n hai vo sohbat kahaa.n hai
Nizam Rampuri
Ghazal
kis ko nasiib hote hai.n phir jalsa-haa-e-mai
jiitaa hai kaun dekhiye aglii bahaar tak
Mela Ram Wafa
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
jalsa-e-aam me.n diqqat nahii.n hotii un ko
jo samajhte hai.n ishaaro.n me.n kalaam-e-maKHsuus
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
Ganiimat se guzaaraa kar rahaa huu.n
magar charchaa hai jalsa kar rahaa huu.n
Navin C. Chaturvedi
Ghazal
Saba Naqvi
Ghazal
bhejaa payaam-e-jalsa to andaaz se kahaa
'arsa hu.aa ki ham nahii.n hote kahii.n shariik
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
aduu ne kiyaa Gusl-e-sehhat sunaa hai
vo jalsa ba.Daa dhuum-dhaamii kare.nge