SEARCH RESULTS
Showing search results for "jubba"
Ghazal MATCHES FOR "jubba"
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
kartaa huu.n ahl-e-jubba-o-dastaar se savaal
gustaaKH ho gayaa huu.n mujhe maar diijiye
Ahmad Farhad
Ghazal
kaun phir aise me.n tanqiid karegaa tujh par
sab tire jubba-o-dastaar me.n kho jaate hai.n
Munawwar Rana
Ghazal
zaraa bhii nirKH ho baalaa to taajiraan-e-haram
galiim o jubba o dastaar bech dete hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
mai.n ne sunaa hai qurb-e-qayaamat kaa hai nishaa.n
be-qaamatii pe jubba-o-dastaar dekhnaa
Obaidullah Aleem
Ghazal
ye KHaak-nashiinii hai bahut, zill-e-ilaahii
jachte hii nahii.n jubba-o-dastaar me.n ham log
Aziz Nabeel
Ghazal
tire is jubba-o-dastaar se rindo.n ko kyaa matlab
jise jo vaz' ho marGuub ai zaahid vahii achchhii
Hafeez Jaunpuri
Ghazal
piiraan-e-jubba-o-qabaa saaraa fasaad ek hai
sab kaa KHudaa alag sahii sab kaa mafaad ek hai
Atif tauqeer
Ghazal
ham-safar mere aqiidat se qadam chhuune lage
mujh ko dekhaa jo kabhii jubba-o-dastaar ke paas
Jawed Manzar
Ghazal
KHayaal-e-jubba-o-dastaar bhii nahii.n baaqii
vo kashmakash hai ki ik taar bhii nahii.n baaqii
Qateel Shifai
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
jubba-saa.ii karte karte ghis ga.ii lauh-e-jabii.n
merii qismat kii jo thii tahriir aadhii rah ga.ii
Hatim Ali Mehr
Ghazal
Aish Dehlvi
Ghazal
kaun vaa.n jubba-o-dastaar me.n aa saktaa hai
ghar kaa ghar hii jahaa.n baazaar me.n aa saktaa hai
Azeem Haider Syed
Ghazal
jaantaa huu.n mai.n tumhaare baatinii kirdaar ko
jubba-o-dastaar-e-aalii-mohtaram apnii jagah
Ashraf Ali Ashraf
Ghazal
jubba-saa.ii kii bhii kuchh hogii tumhii.n ko ummiid
gaaliyaa.n khaate ho jaa jaa ke darbaan ke paas